Is ka matlab to ye hua ke aap her fun main mahir hain kya baat hai.threads lagaey huvay hain hum ne.... aap count kartay jaaiay, phir humein bhi btaaiay ga.
Is ka matlab to ye hua ke aap her fun main mahir hain kya baat hai.threads lagaey huvay hain hum ne.... aap count kartay jaaiay, phir humein bhi btaaiay ga.
nahi har fun mein to nahi..... abhi bahot kuch seekhnay ya karnay ki tammana hai. Allah paak sehat aur mohlat deiN to zaroor kareN gay bhi aur aap sab se share bhi kareN gay. In Sha AllahIs ka matlab to ye hua ke aap her fun main mahir hain kya baat hai.