Mera matlab qata taluqi nahi laa-taluki thaa... k nazar andaz kar dena chahiay na aisay logon ko.qata taluqi ki b to ijazat nhi hay na iski to maafi b nhi! bas ye hay k jo qabil e bardasht na rahe un k liye hadud qaym kar dain mukammal tor pe qata taluq nhi hon. Kam milain par izzat-0-ehtraam se mil lain!