Yeh Mehfil Jo Aaj Saji Hai... Hoorain

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
jee to aik sawal ajur aaya hai...

kiya aap is baat se itfaaq karte hain k

taaluk roag ban jaey to uss ka TooTna acha

kartay hain itfaaq to waja btaaiay
nahi kartay to bhi waja btaaiay.


@Hoorain
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jee to aik sawal ajur aaya hai...

kiya aap is baat se itfaaq karte hain k

taaluk roag ban jaey to uss ka TooTna acha

kartay hain itfaaq to waja btaaiay
nahi kartay to bhi waja btaaiay.


@Hoorain
Main muttafiq hu is baat se,,lakin haqeeqat ye hay k Taluq nhi tore ja sakte ye itna aasan nhi sepcially jo taluqaat Allah tala ki taraf se bna diye gey hain unhe torna na mumkin hay.
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Kachi khila deti hu sabko lolx :p Pressure cooker may gal jati hy jaldi!
itna asaan tareeqa to mujhe bhi aata hai..............
kiya mujh se aisay hi seeday saaday sawal ki umeed thi


Iss k ilawa koyi tareeqa btaaiay {(bye)}
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Main muttafiq hu is baat se,,lakin haqeeqat ye hay k Taluq nhi tore ja sakte ye itna aasan nhi sepcially jo taluqaat Allah tala ki taraf se bna diye gey hain unhe torna na mumkin hay.
zahir hai na to nakhun gosht se juda ho sakta hai aur na hi talukaaq torne ki ijazat hai..... lakin torna is tarah se k laa-taluki ikhtiyaar karna.
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
zahir hai na to nakhun gosht se juda ho sakta hai aur na hi talukaaq torne ki ijazat hai..... lakin torna is tarah se k laa-taluki ikhtiyaar karna.
qata taluqi ki b to ijazat nhi hay na iski to maafi b nhi! bas ye hay k jo qabil e bardasht na rahe un k liye hadud qaym kar dain mukammal tor pe qata taluq nhi hon. Kam milain par izzat-0-ehtraam se mil lain!
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi
Top