rahne de naqaab koIshq Aisa Karo Ki Dharkan Mein Bas Jaye,
Saans Bhi Lo To Khushboo Usi Ki Aye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Cha Jaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka
Aye…
yu apne ishq ko beparda na kar
lag jayegi kisi zalim ki najar
yu sar-e-raah charcha na kar..
mehfuz rakh use tu
apne dil me chhupa kar
kahi gum na ho jaye wo is bheed me
aye faraaz tu use yu
duniya ko dikhaya na kar.....
chhut na jaye wo teri hado se
ishq ke kisse yu hawa me udaya na kar