Tumne dekha tha Ali?awww tum logo ne miss kar diya? bara hi zabardast end hoa sachiii maza agaya ...
Tumne dekha tha Ali?awww tum logo ne miss kar diya? bara hi zabardast end hoa sachiii maza agaya ...
kya cheez?[DOUBLEPOST=1348763029][/DOUBLEPOST]Tumne dekha tha Ali?
mujhe to nahi pasand aii bekar ending kardi ... acha bhala drama ka end aesa hunhyahan pyar nahi hai ki last episode kis ksi nay daykhai ...??????/ ending kaisi lagi ?
End to batadokya cheez?[DOUBLEPOST=1348763029][/DOUBLEPOST]
mujhe to nahi pasand aii bekar ending kardi ... acha bhala drama ka end aesa hunh
aap ko achi lagi?
pakiza bataegi end .... time wasting ki kya bat? mene shro me hi to bata diya k mene to zamane se drama kya tv hi nahi dekha bas matches dekh leta hon kabhi kabhar lolz...End to batado
Ya avien time waste karing sabka
End par itni lambi lambi batain Q phenki?pakiza bataegi end .... time wasting ki kya bat? mene shro me hi to bata diya k mene to zamane se drama kya tv hi nahi dekha bas matches dekh leta hon kabhi kabhar lolz...
Oho ending kuch khaas nhi wohi purani ending de diEnding
shumaila ka bf usko kahta hai kay woh apnay zawar baach kar usko paisa say
aur wahan uska bhai aur saim aa jatay hain sain shayad shumila ko daka deta hai jis say woh gir jati hai
aur hospital mein halima uskay liye prayer karti hai aur pata chalta hai kay woh apna bacha kho bati hai aur aik dum vegetable ban gai hai
saim usko divorce day deta hai magar uska bhai aur mom usko lay kar apnay ghar wapis chalay jatay hain ..saim halima say kahta hai kay mujhe maaf kar do woh kahti hai agar main yeh sab karti tu kya tum mujhe maaf kar detay ....woh kuch kah nahi sakta ...bas endoing ho gai ...halima aik kaamyaab business woman ban jati hai ...
baqi tafseel say later main nay last part hi check out kiya tha ...baqi sister nay bataya ...
@Silent Soul
dekha dekha mene sahi kaha tha na? k ending bekar lagi mujhe [DOUBLEPOST=1348765030][/DOUBLEPOST]mujeh bhi ending achi nahi lagi ....buhat jaldi sab kuch kar diya fazul ...i wish saim ko kuch hota ....
hahahaha meri bat pe yakeen nahi tha?Oho ending kuch khaas nhi wohi purani ending de di
khair overall Draam acha tha
Yup! is drama ke through aese logon ki ibrat naak ending dikhani thi.[DOUBLEPOST=1348765130][/DOUBLEPOST]mujeh bhi ending achi nahi lagi ....buhat jaldi sab kuch kar diya fazul ...i wish saim ko kuch hota ....
nhi......dekha dekha mene sahi kaha tha na? k ending bekar lagi mujhe [DOUBLEPOST=1348765030][/DOUBLEPOST]
hahahaha meri bat pe yakeen nahi tha?
you such me is emoticon ki tarhan karti hoi kesi lagogi? me wohi soch raha tha to smile agai [DOUBLEPOST=1348765238][/DOUBLEPOST]chalo jee ab dosre drama ki bat karte hain?Yup! is drama ke through aese logon ki ibrat naak ending dikhani thi.[DOUBLEPOST=1348765130][/DOUBLEPOST]
nhi......
ha ameen..pichali bar to bs................yes ye bhi theek kahi aap ne.
Duwa karein k hamare Pakistani cricket team bhi watan k liye khel ker world cup jeet ker laye. Ameen.
Drama ka name to u batao na ... story pe apni taraf se bat kar sakta hon ab naame k tukkey kese lagaon apni taraf se?@cutepoison konce?
Koi drama warama nahi bana sakte aap..huhhhhayee wo q bhla? jb drama mene banana hai to hero ki majaal k mujhe marey? me cast hi us bande ko as a hero koronga jo khud pitai khaega aur mujhe nahi marega hahahaha... aap side heroin k liye razi hain? [DOUBLEPOST=1348760665][/DOUBLEPOST]
Idea to zabardast hai .... but ek problem hai drama banane k liye pehle bht drama dekhne ki zaroorat hai tabhi to andaza hoga k drama me stories kya chal rahi hain ... movies dekhta hon me ab mene drama banaya to movie ki story dal donga
hayeee to hero kab banonga?Koi drama warama nahi bana sakte aap..huhhh
Apko experience hasil karne k liye pahle chayewala banna parega ,phir cameraman k sath camera pakar k sath sath ..phir heroine ka makeup kit sanbhalkar uske picahy pichay chalna hoga..aur jab sari umar isme nikal jaygi tab Director ban jaoge..
Thankoooo tahnkooo..Tumhare avi mai Sajjal Ali hai na?
Hmm.chalain end he bataden[DOUBLEPOST=1348762790][/DOUBLEPOST]
Idea to acha hai.
wese me Munna bhai MBBS part 5 banaonga aur as a Doctor aap ko cast karlonga.... kesa? [DOUBLEPOST=1348767011][/DOUBLEPOST]wese me yahan topic se hat kar bat kar raha hon to kisi ko aitaraz to nahi?Koi drama warama nahi bana sakte aap..huhhh
Apko experience hasil karne k liye pahle chayewala banna parega ,phir cameraman k sath camera pakar k sath sath ..phir heroine ka makeup kit sanbhalkar uske picahy pichay chalna hoga..aur jab sari umar isme nikal jaygi tab Director ban jaoge..