yeh to hadsaat ki noiyat pe depend karta hai keh woh hum pe kis taraah asar adnaaz hotey haen....umm aapki bata shai hy bilkul
par first post waali baat k kafi matlab nikal rhe hain sometimes koi intazar nhi b krta phir b achanak se hadsaat ho jaate hain
Yep.
hmmm...Main tou bachpan say yeh baat sunta aaya hoon kay 'Allah kay haan DAYIR hay ANDHAIR nahi '
phir humaray chahnay ya na chahnay say kia hota hay. ... kia humara chahna Allah kay chahnay say bara hosakta hay. ..yaar phir hum confusion ka shikar hain kay jiss phool ko hum Apnay gulistan ki zeenat samajh rahain hain wo dar haqeqat aik aisi khushbooo ki manind hay jjiski khushbooo ko qayd nahin kia jaa sakta