Zindagi Ka Hissa.

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
ahhh kio k wo hmari zindagi ka hissa banne k liye hote hi nhi {(book)}
agree..
par HUM to nai jaante na K wo Hamari zindagi ka Hissa Banne k lie hote hi nai...some times..We Just Want them!
 
  • Like
Reactions: thefire1

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
agree..
par HUM to nai jaante na K wo Hamari zindagi ka Hissa Banne k lie hote hi nai...some times..We Just Want them!
agar zindagi ka hissa banne k liye hon to hmare chahne na chahne se kuch ane hota wo hissa ban jaate hain ;)
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
agar zindagi ka hissa banne k liye hon to hmare chahne na chahne se kuch ane hota wo hissa ban jaate hain ;)
Hmmmm..
main bhi wahi to Boling..k CHAHNE na Chahne se Ki honda ay :p
 
  • Like
Reactions: Hoorain

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
hum aise logon ka intezaar karte he keyun hai..., balkeh hamen chahiye keh hum khud itne achhe bunen ke doosron ke mayaar pe utar saken...
zindagi ki kamyaabi yehi hai...
what you think... @Shizu @Hoorain
 
  • Like
Reactions: thefire1

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
hum aise logon ka intezaar karte he keyun hai..., balkeh hamen chahiye keh hum khud itne achhe bunen ke doosron ke mayaar pe utar saken...
zindagi ki kamyaabi yehi hai...
what you think... @Shizu @Hoorain
agrree with u..
but I think is iqtebas me baat miyaar ki nahi hai...yahan Baat Hai sIRf logon ka HAMARI zindagi ka hissa na ban paane ki..
Ab wo kyun NAHI ban parahe..wo reason kuch bhi ho sakta hai... nai? :-?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hum aise logon ka intezaar karte he keyun hai..., balkeh hamen chahiye keh hum khud itne achhe bunen ke doosron ke mayaar pe utar saken...
zindagi ki kamyaabi yehi hai...
what you think... @Shizu @Hoorain
umm aapki bata shai hy bilkul
par first post waali baat k kafi matlab nikal rhe hain sometimes koi intazar nhi b krta phir b achanak se hadsaat ho jaate hain :p
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
yeh aaj aap ko Namra kyun chadhi hui he??

Tabiyat to theek he naa.. kya khayaa tha Sehri me???
isme tabyat ki kia baat hui ? :-? kafi din se share ni kie thay unke novels islie aaj share ki :)
 
Top