Zarab Tujh Ko Agar Doon...

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Koi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,


Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,


Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?


Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,


Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,


Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,


Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,


Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…

 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
Koi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,


Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,


Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?


Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,


Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,


Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,


Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,


Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…


zaberdast.. :p

jama tum ho nahi skty nafi sy tum k o nafrat hy
tumhaen taqseem krty haen to zarb dill pe lagti hy :p
 

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
Koi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,


Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,


Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?


Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,


Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,


Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,


Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,


Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…

mathematical poetry ka junoon charh gya kya tmy :p
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Bohat khoob. ...umooman laRkian hisaab main kamzoor hoti hain. ...yeh kamzouri shayeri say bhi waazhay ho rahii hay :p
 

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
sifar se zarab deney ki bjaey, sirf ek zarb lgado theek se pher sab formula theek ho jaey ga
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
Koi qaaida, koi kuliyaa,
Na laagu tujh pe ho paaye,


Zarab tujh ko agar doon to ,
Hisabon mein khallal aaye,


Ikaayi ko, dahaayi par,
Mein doon nisbat to kaise doon?


Na qaalib ki tarha tum ho,
Na al-jabra se lagte ho,


Umer ye katt gayi meri,
Tujhe humdam samjhne mein,


Jo hall tera agar nikle,
To sab kuch hi ulajh jaye,


Sifar thi ibtidaa teri,
Sifar hi ab talak tum ho,


Sifar zarb-e-sifar ho tum,
Na jis se kuch faraq aaye…


yeh usi Shair ta tasalsul nahi lagta?? i mean is it complete???
 
Top