Yahan hr shaks hr pal haadssa honay say darta hai
Khilona hai jo mitti ka fana honay say darta hai.....
Mere dil ke kisi kony main ik masoom sa bachha
Baro`n ki daikh kr duniya bara honay say darta hai
ajjb hai zindagi ki qaid main duniya ka hr insan
rehaai mangta hai or rihaa honay say darta hai