Woh bhi mujhe dekh kar muskuraya karti hai
nazar se nazar mila kar dil ka haal sunaya karti hai
kabhi khud yenhi aas paas rehti hai meri woh aur
kabhi mujhe apni khuabon mein bulaya karti hai
per MohabbaT se aetraz kab zamane ko na tha
woh bhi waqt e firaq chupke ashk bahaya karti hai
dost kaho kya yeh asar hai uski adaaon ka
ya meri mohabbat hai mujhe uske liye rulaya karti hai
yunhi bethe huwe airon se baaton baaton mein
woh mujhe haal apna tamaam bataaya karti hai
hai sawal mera itna hi tamaam lougon se ke
dil uspe kyun aata hai jisse qismat door jaya karti hai
yahan bhi teri mohabbat teri tarah thehri
woh bhi qalam o kaaghaz ko tera haal sunaya karti hai
***S_ChiragH***