Wo Samne Aaye Na

  • Work-from-home

Ajnabee_Hoon

Active Member
Jul 5, 2015
211
116
193
parda khayalon ka hai
phir kyun wo samne aaye na
sath ho humsafar
zindagi ajnabee se guzari jai na

na mili koi raha
na milla koi nishan
banaya gaya hai jise mere liye
yakeen hai uska bhi hai ye he jahan

sath ho humsafar
zindagi ajnabee se guzari jai na
kon hai wo kaisi hai
khwab main bhi nazar aaye na

parda khayalon ka hai
phir kyun wo samne aaye na
khayalon k parda hataye na
ajnabee se apna banaye na

https://www.facebook.com/pages/Ajnabee-ki-Shayari/1483643878614952
 
  • Like
Reactions: marib and Meerab_
Top