winner of poetry by topic ( Duwa )

  • Work-from-home

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Assalamoalikum frnds...:)

Sorry aajkal RR bohat zyada busy hain isliye jab tak wo free nahi ho jati winner main hi announce kiya karoongi...I hope u don't mind...:)

So frnds is week ke game ka topic tha ...:)

DUA

sare members ne itni umdah sharing ki hain ke mere liye winner choose karna mushkil ho raha hai...{(thinkg)}

per choose to karna hi hai....sabse pehle main un sabhi members ka shukriya ada karna chahoongi
jinhone poore zauq o shauq se is game me participate kiya aur is game ko itna tough banaya... :)

Ab waqt aa gaya hai ke winner ka naam annaunce ker diya jaye to hazrat dil tham len...:)

Is week ke game ke winner hain...
.
.
.
.
.
.


Fahad

Inki ye poetry jeet ki mustahaq payi gai hai....:)

Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri
Zindagii Shamma Ki Surat Ho Khudaaya Meri

Dur Duniya Ka Mere Dam Se Andhera No Jaye
Har Jagah Mere Chamakne Se Ujala Ho Jaye

Ho Mere Dam Se Yu Hi Mere Watan Ki Zeenat
Jis Tarah Phool Se Hoti Hai Chaman Ki Zeenat

Zindagi Ho Meri Parawane Ki Surat Ya Rab
Ilm Ki Shamma Se Ho Mujhko Mohabbat Ya Rab

Ho Mera Kaam Garibon Ki Himaayat Karna
Dard-Mandon Se Zaifon Se Mohabbat Karna

Mere Allaah Buraai Se Bachana Mujhko
Nek Jo Raah Ho Us Raah Pe Chalana Mujhko







:)....Bohat bohat Mubarak ho .... :)

Ye Rahi Aapki Trophy















{(viannon)}{(viannon)}{(viannon)}{(viannon)}




v{()|aw


 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wssalam u alaikum
BOHT MUBARIK HO FAHAD..
sharing boht umdah hai..:-bd
 
Top