what u will do for ur country

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikum assalaam Aasho baji Masha'ALLAH bohot hi achha sawaal laaye aap

mein apne mulk ke lougon mein se jihalat khatam karna chaahunga

unhein sub se firqa bandi se nijaat dilane ki koshish karunga aur uske baad

deeni taleemaat ki taraf laana chahunga kyunke aaj kal is jihalat mein yeh qoum giri hai ke

humein yahood o nassaara ka har kaam jachne laga hai humein lagta hai

wahi sub kuch hain aur dar haqeeqat humaari koi pehchaan nahin

mein ummat e MUSLIMA ki tareekh ke baare mein is qoum ko aagah karna chahunga

hum un bahadureen ke maanne waale hain jinke eik hi jang mein 9,9 talwaar toot gaye

per woh zair nahin huwe hum unke aulaad hain jinhone 16-18 saal ki umar mein

hind fatah kar dikhaaya humein Hajjaaj bin yousuf aur daur e Quroon e aula ke waaqeaat

apne is nasal ko parhaane sikhaane chaahiyen bajaaye iske ke hum inhein super man ki kahaniyan parhayen

is qoum ko jis cheez ki sub se zyada zarurat hai woh hai durust amal aur woh durust tarbiyat ke bina nahin aati

aur durust tarbiyat dene ke liye eik aisa aalim chahiye jo apne liye nahin parhaiye balke

apne shaagirdon ko unhin ke liye parhaaye . . .
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
walikum asalam..........

sb doctors ko shoot kr du gi...........
jo masihaie k niqab me actyuly logon ka khoon pi rahy han.....
 
  • Like
Reactions: Asma24

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
walaikumsalam
krna toh sabhi bahut kch chahty hynn sisso bt kr nahin skty siwaye dua k...!
kch kr skti hy toh woh sirf government ae..ab hum toh jaa k education system ya agriculture system change ni kr skty naw..!
bas pakis' apne aapko aur apne aa'amal ko sudharen....sab theek ho jayega phir INSHALLAH...!
 

Sara Cilli Milli

!*!Bulbul!*!
Super Star
Oct 21, 2010
13,389
6,751
513
disney land (-'')
walaikumsalam
krna toh sabhi bahut kch chahty hynn sisso bt kr nahin skty siwaye dua k...!
kch kr skti hy toh woh sirf government ae..ab hum toh jaa k education system ya agriculture system change ni kr skty naw..!
bas pakis' apne aapko aur apne aa'amal ko sudharen....sab theek ho jayega phir INSHALLAH...!
Government k asry bethy rhy to hogya kaam
 
  • Like
Reactions: Asma24 and Rubi

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
I think its a very good topic.
Upper jitnay logo nay bhi jawab diye hain I think unho nay yahan yeh kaaha k hai k un k khiyal may Pakistan may kia hona chaiye bal k yeh nai bataya k wo kudh kia karna chahte hain.. or agar ap ka maqsad hai k ap kudh say yeh kaam karna chahte hain to please yeh bhi bateiye k ab tak ap nay apni is khuwaish par kitna amal karnay ki koshish ki ya phir kitni effort kar rahe hian is ko complete karnay may.. I m not trying to make you feel bad but I think its time to show some action rather than throwing words around.

-------------
I personally wanna do a lot. My first effort would be make education affordable. Reduce child labour. Help poor
But Since I m not elgible to do such stuff now, I m aiming to improve Pakistani Internet World. I do not want Pakistani users to spend hours and hours surfing Facebook and Youtube. I think there should be more options available to make the web useful.
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Don bro shayad aap ne mere post pe ghour nahin diya

mene kaha hai ke kya karna chahta hoon . . .
mere kehne ka matlab tha k ap ya baqi log jo bhi chah rahe hain usko hasil karnay k lie ab tak koi koshish ki gai hai ? Or agar nahi to kia future may is ko pane k lie ap k pass plan hai jis par kudh amal karna chahte ho ?
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
wsalam....jeetee rahein....wat i wana do for my countory....:-? i want to chnage geographics of
Pakistan..........wana take it to in hills....sumwhere very cold place...........jahan na loadshidding ka khtra rahey na germi ho aur na Afghanistan ho neighbourhood mein!!!:D
 
  • Like
Reactions: Asma24

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
I think its a very good topic.
Upper jitnay logo nay bhi jawab diye hain I think unho nay yahan yeh kaaha k hai k un k khiyal may Pakistan may kia hona chaiye bal k yeh nai bataya k wo kudh kia karna chahte hain.. or agar ap ka maqsad hai k ap kudh say yeh kaam karna chahte hain to please yeh bhi bateiye k ab tak ap nay apni is khuwaish par kitna amal karnay ki koshish ki ya phir kitni effort kar rahe hian is ko complete karnay may.. I m not trying to make you feel bad but I think its time to show some action rather than throwing words around.

-------------
I personally wanna do a lot. My first effort would be make education affordable. Reduce child labour. Help poor
But Since I m not elgible to do such stuff now, I m aiming to improve Pakistani Internet World. I do not want Pakistani users to spend hours and hours surfing Facebook and Youtube. I think there should be more options available to make the web useful.
kuch karne ka sochain gaye aim karain gaye tabhi to amal kar payain gaye na!
n INSHA ALLAH we'll do,,,irade mazbut aur niyat naik ho to ALLAH tala zarur madad karte hain,,
thore level se high ki taraf jaaya jaata hay,,abhi ye sab cheezain bohat chote level pe bhi shuroo ki jayain to naye rastey khudbakhud milte hain INSHA ALLAH!
 
  • Like
Reactions: Asma24

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
kuch karne ka sochain gaye aim karain gaye tabhi to amal kar payain gaye na!
n INSHA ALLAH we'll do,,,irade mazbut aur niyat naik ho to ALLAH tala zarur madad karte hain,,
thore level se high ki taraf jaaya jaata hay,,abhi ye sab cheezain bohat chote level pe bhi shuroo ki jayain to naye rastey khudbakhud milte hain INSHA ALLAH!
lol chotay level par 1000 cheezein har minute shuru hoti hai or aglay hi minute bhola di jati hain.
 
  • Like
Reactions: Asma24

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
lol chotay level par 1000 cheezein har minute shuru hoti hai or aglay hi minute bhola di jati hain.
hota to aur bhi bohat kuch hay,,criticize karne ki bjjye un logon ki madad karain jo chote level pe shuru kar rhe hain tan k barre level tak le jaya ja sakey,,encourage karain un logon ko jo aim kar te hain kisi cheez ka,, encouragement works wonder..
koi bhi kaam shuroo karna ho usually logon pehla reaction lolz hi hota hay :p n its normal almost hamesha aisa hota hay,,,,aur pta hay ye LOL kuch logon ko chote level se bhi peeche kar daita hay wo first step hi nhi le paate...thore brave log hon to ye LOL bohat aage tak bhi pohancha daita hay!
issi liye muje ye lolz pasand nhi =;
 
  • Like
Reactions: Asma24
Top