What does Islam say about Munazra?

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Assalam-o-Alykum,

may yahan yeh janna cahta hon k Islam munazara k baray may kia kehta hai ? kiun k usually Munazara may ikhtalafat berhtay hain, or Munazara zada tar Islam ko lay kar hi kia jata hai ? kia Quran or Hadees Munazara ki ijazat deta hai ?

Thanks
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalam-o-Alykum,

may yahan yeh janna cahta hon k Islam munazara k baray may kia kehta hai ? kiun k usually Munazara may ikhtalafat berhtay hain, or Munazara zada tar Islam ko lay kar hi kia jata hai ? kia Quran or Hadees Munazara ki ijazat deta hai ?

Thanks
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

masha Allah bohot acha aur aaj k liye kaafi hassas sawal pucha apne

iski wazahat ham Quraani aayat se hi denge insha Allah

munarzara, mubahasa, jidaal ya phir debate dialogue jo bhi kehlen ek hi rang me milte jhulte hain

aur munazara se hame kaafi faideh hain khaas kar Islam ko kyun k Islam haq par hai aur jo koi bhi hamse munazara karega lazim hai wo zaroor pitega aur apni haar manega Quran k samne Islam k samne Allah k Rasul s.a.w k samne apna sar jhukana hi padhega......

aur khud jo Islam me itni firqe barpaa huye hain inke liye bhi munazarat ki zaroorat hai kyun k ye sab k samne hota hai aur wahan elaniya taur par sabko apni daleel k sath baat ko rakhna padhta hai jahan par ek haq samne aata hai aur batil paraston ki poll khulti hai......

munazare hone chahiye aur munazara karne se wohi loog darte hain jinke paas haq nahi hota ab ham baat ko zyada taweel na karte huye apke samne Quran k dalail pehs karte hain


An-Nahl (16) Ayat (verse) No.: 46

ادْعُ إِلِى سَبِيلِ رَبِّكَ بِالْحِكْمَةِ وَالْمَوْعِظَةِ الْحَسَنَةِ وَجَادِلْهُم بِالَّتِي هِيَ أَحْسَنُ إِنَّ رَبَّكَ هُوَ أَعْلَمُ بِمَن ضَلَّ عَن سَبِيلِهِ وَهُوَ أَعْلَمُ بِالْمُهْتَدِينَ

Call unto the way of thy Lord with wisdom and fair exhortation , and reason with them in the better way . Lo! thy Lord is best aware of him who strayeth from His way , and He is Best Aware of those who go aright .


Al-Ankabut (29) Ayat (verse) No.: 46

وَلَا تُجَادِلُوا أَهْلَ الْكِتَابِ إِلَّا بِالَّتِي هِيَ أَحْسَنُ إِلَّا الَّذِينَ ظَلَمُوا مِنْهُمْ وَقُولُوا آمَنَّا بِالَّذِي أُنزِلَ إِلَيْنَا وَأُنزِلَ إِلَيْكُمْ وَإِلَهُنَا وَإِلَهُكُمْ وَاحِدٌ وَنَحْنُ لَهُ مُسْلِمُونَ


And argue not with the People of the Scripture unless it be in ( a way ) that is better , save with such of them as do wrong ; and say : We believe in that which hath been revealed unto us and revealed unto you ; our God and your God is One , and unto Him we surrender .


Al-Baqara (2) Ayat (verse) No.: 258

أَلَمْ تَرَ إِلَى الَّذِي حَآجَّ إِبْرَاهِيمَ فِي رِبِّهِ أَنْ آتَاهُ اللّهُ الْمُلْكَ إِذْ قَالَ إِبْرَاهِيمُ رَبِّيَ الَّذِي يُحْيِـي وَيُمِيتُ قَالَ أَنَا أُحْيِـي وَأُمِيتُ قَالَ إِبْرَاهِيمُ فَإِنَّ اللّهَ يَأْتِي بِالشَّمْسِ مِنَ الْمَشْرِقِ فَأْتِ بِهَا مِنَ الْمَغْرِبِ فَبُهِتَ الَّذِي كَفَرَ وَاللّهُ لاَ يَهْدِي الْقَوْمَ الظَّالِمِينَ


Bethink thee of him who had an argument with Abraham about his Lord , because Allah had given him the kingdom ; how , when Abraham said : My Lord is He who giveth life and causeth death , he answered : I give life and cause death . Abraham said : Lo! Allah causeth the sun to rise in the East , so do thou cause it to come up from the West . Thus was the disbeliever abashed . And Allah guideth not wrong doing folk .


Al-i'Imran (3) Ayat (verse) No.: 64

قُلْ يَا أَهْلَ الْكِتَابِ تَعَالَوْاْ إِلَى كَلَمَةٍ سَوَاء بَيْنَنَا وَبَيْنَكُمْ أَلاَّ نَعْبُدَ إِلاَّ اللّهَ وَلاَ نُشْرِكَ بِهِ شَيْئاً وَلاَ يَتَّخِذَ بَعْضُنَا بَعْضاً أَرْبَاباً مِّن دُونِ اللّهِ فَإِن تَوَلَّوْاْ فَقُولُواْ اشْهَدُواْ بِأَنَّا مُسْلِمُونَ


Say : O People of the Scripture . Come to an agreement between us and you : that we shall worship none but Allah , and that we shall ascribe no partners unto Him , and that none of us shall take others for lords beside Allah . And if they turn away , then say : Bear witness that we are they who have surrendered ( unto Him ) .



aur ahadees me aata hai k Allah k Rasul s.a.w ne dusre mulkon k badshahon k hikmat k saath khat bheje Islam ki dawat k

insari ayat se hame pata chala ki hame hikmat k sath logon ko deen ki taraf bulana chahiye aur zaroorat pardhne par unse munazara bhi karna chahiye jo k aj k liye zaroori hai.......

munazara ho lekin rules k sath aqlaq k sath gali galoch aur battameezi na ho balke ek aman ka mahol rahe aur sab k samne haq baat aaye aur waise bhi gali galoch wohi loog karte hain jink paas haq nahi hota aur aise loogon ka parda fash karna chahiye


aur akhir me ham Dos se aur sare TM staff se guzarish karenge k TM par bhi Munazara hona chahiye aur khaas kar Islam ki galat fehmiyon k mutalliq isse bohot logon k shubhat door honge aur ilm me izafa hoga islam ko dalail k sath janne ka mauqa milega aur sath hi batil parast ka parda fash hoga......

Allah se dua hai k hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
جزاک حسان بھائی کہ آپ نے اس موضوع کو فورم پر جاری کیا
ناصر بھائی کا بھی شکریہ کہ اس موضوع پر اپنی قیمتی رائے سے آگاہ کیا
اختلاف روز اول سے ہے اور قیامت تک جاری رہے گا
اختلاف باعث رحمت بھی ہے اور باعث فساد بھی
اختلاف کی دوبنیادیں ہیں ، ایک فروعی اختلاف اور دوسرا نظریاتی اختلاف
فروعی اختلاف خالصا باعث رحمت ہے جبکہ نظریاتی اختلاف میں فساد کا اندیشہ غالب رہتا ہے۔
دراصل یہ میدان اہل علم کا ہے ، تاکہ اس پر جو دلیل پیش کی جائے وہ مضبوط اور قابل عمل ہو اور قرآن و سنت ہی کی بنیاد پر ہو
ایسا مناظرہ علم کو وسیع کرتا ہے، حق پر پختگی پیدا کرتا ہے اور باطل امور مترشح ہوتے ہیں
آج کل جو مذہب کے درمیان اختلاف کی صورت بنیاد بن کر کھڑی ہے یہ دونوں مندرجہ بالا اختلافات سے ہٹ کر ہے
یعنی ایک فرقہ دوسرے فرقے کے متعلق غلط مواد جاری کرکے ، ان کی عبارات میں تحریف کر کے نیچا دکھانے اور اپنے مذہب کو اونچا دکھانے کی اداکاری چل پڑی ہے ، یہ سب معلوم ہونے کے باوجود کہ حق کیا ہے، سچ کیا ہے اپنے فرقہ کو ، مذہب کو فوقیت دینے کی بات کی جاتی ہے، اللہ تعالی ہمیں ہٹ دھرمی اور انا پرستی جیسی گمراہی سے بچائے۔ بعض اختلافات کی صرف فروعی ہوتی ہیں لیکن اس میں اتنی شدت پیدا کردی جاتی ہے کہ فروعی اختلاف پر بھی شرک ، کفر کے فتوی جاری کردئے جاتے ہیں العیاذ باللہ
میری رائے میں مناظرہ ہونا چائے لیکن مناظرہ کے بنیادی اصول کے تحت جیسا کہ ناصر بھائی نے بتایا،
 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

masha Allah bohot acha aur aaj k liye kaafi hassas sawal pucha apne

iski wazahat ham Quraani aayat se hi denge insha Allah

munarzara, mubahasa, jidaal ya phir debate dialogue jo bhi kehlen ek hi rang me milte jhulte hain

aur munazara se hame kaafi faideh hain khaas kar Islam ko kyun k Islam haq par hai aur jo koi bhi hamse munazara karega lazim hai wo zaroor pitega aur apni haar manega Quran k samne Islam k samne Allah k Rasul s.a.w k samne apna sar jhukana hi padhega......

aur khud jo Islam me itni firqe barpaa huye hain inke liye bhi munazarat ki zaroorat hai kyun k ye sab k samne hota hai aur wahan elaniya taur par sabko apni daleel k sath baat ko rakhna padhta hai jahan par ek haq samne aata hai aur batil paraston ki poll khulti hai......

munazare hone chahiye aur munazara karne se wohi loog darte hain jinke paas haq nahi hota ab ham baat ko zyada taweel na karte huye apke samne Quran k dalail pehs karte hain


An-Nahl (16) Ayat (verse) No.: 46

ادْعُ إِلِى سَبِيلِ رَبِّكَ بِالْحِكْمَةِ وَالْمَوْعِظَةِ الْحَسَنَةِ وَجَادِلْهُم بِالَّتِي هِيَ أَحْسَنُ إِنَّ رَبَّكَ هُوَ أَعْلَمُ بِمَن ضَلَّ عَن سَبِيلِهِ وَهُوَ أَعْلَمُ بِالْمُهْتَدِينَ

Call unto the way of thy Lord with wisdom and fair exhortation , and reason with them in the better way . Lo! thy Lord is best aware of him who strayeth from His way , and He is Best Aware of those who go aright .


Al-Ankabut (29) Ayat (verse) No.: 46

وَلَا تُجَادِلُوا أَهْلَ الْكِتَابِ إِلَّا بِالَّتِي هِيَ أَحْسَنُ إِلَّا الَّذِينَ ظَلَمُوا مِنْهُمْ وَقُولُوا آمَنَّا بِالَّذِي أُنزِلَ إِلَيْنَا وَأُنزِلَ إِلَيْكُمْ وَإِلَهُنَا وَإِلَهُكُمْ وَاحِدٌ وَنَحْنُ لَهُ مُسْلِمُونَ


And argue not with the People of the Scripture unless it be in ( a way ) that is better , save with such of them as do wrong ; and say : We believe in that which hath been revealed unto us and revealed unto you ; our God and your God is One , and unto Him we surrender .


Al-Baqara (2) Ayat (verse) No.: 258

أَلَمْ تَرَ إِلَى الَّذِي حَآجَّ إِبْرَاهِيمَ فِي رِبِّهِ أَنْ آتَاهُ اللّهُ الْمُلْكَ إِذْ قَالَ إِبْرَاهِيمُ رَبِّيَ الَّذِي يُحْيِـي وَيُمِيتُ قَالَ أَنَا أُحْيِـي وَأُمِيتُ قَالَ إِبْرَاهِيمُ فَإِنَّ اللّهَ يَأْتِي بِالشَّمْسِ مِنَ الْمَشْرِقِ فَأْتِ بِهَا مِنَ الْمَغْرِبِ فَبُهِتَ الَّذِي كَفَرَ وَاللّهُ لاَ يَهْدِي الْقَوْمَ الظَّالِمِينَ


Bethink thee of him who had an argument with Abraham about his Lord , because Allah had given him the kingdom ; how , when Abraham said : My Lord is He who giveth life and causeth death , he answered : I give life and cause death . Abraham said : Lo! Allah causeth the sun to rise in the East , so do thou cause it to come up from the West . Thus was the disbeliever abashed . And Allah guideth not wrong doing folk .


Al-i'Imran (3) Ayat (verse) No.: 64

قُلْ يَا أَهْلَ الْكِتَابِ تَعَالَوْاْ إِلَى كَلَمَةٍ سَوَاء بَيْنَنَا وَبَيْنَكُمْ أَلاَّ نَعْبُدَ إِلاَّ اللّهَ وَلاَ نُشْرِكَ بِهِ شَيْئاً وَلاَ يَتَّخِذَ بَعْضُنَا بَعْضاً أَرْبَاباً مِّن دُونِ اللّهِ فَإِن تَوَلَّوْاْ فَقُولُواْ اشْهَدُواْ بِأَنَّا مُسْلِمُونَ


Say : O People of the Scripture . Come to an agreement between us and you : that we shall worship none but Allah , and that we shall ascribe no partners unto Him , and that none of us shall take others for lords beside Allah . And if they turn away , then say : Bear witness that we are they who have surrendered ( unto Him ) .



aur ahadees me aata hai k Allah k Rasul s.a.w ne dusre mulkon k badshahon k hikmat k saath khat bheje Islam ki dawat k

insari ayat se hame pata chala ki hame hikmat k sath logon ko deen ki taraf bulana chahiye aur zaroorat pardhne par unse munazara bhi karna chahiye jo k aj k liye zaroori hai.......

munazara ho lekin rules k sath aqlaq k sath gali galoch aur battameezi na ho balke ek aman ka mahol rahe aur sab k samne haq baat aaye aur waise bhi gali galoch wohi loog karte hain jink paas haq nahi hota aur aise loogon ka parda fash karna chahiye


aur akhir me ham Dos se aur sare TM staff se guzarish karenge k TM par bhi Munazara hona chahiye aur khaas kar Islam ki galat fehmiyon k mutalliq isse bohot logon k shubhat door honge aur ilm me izafa hoga islam ko dalail k sath janne ka mauqa milega aur sath hi batil parast ka parda fash hoga......

Allah se dua hai k hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
hmmm bilkul thik ......
 
Top