Wada Kro

  • Work-from-home

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
ap naien amal nahi krna to na karo mian nein yeh hadees agahi k liye share ki hy na k behis k liye
mian nien jab pari to main nien poetry parni aur share kerni end ker di abh
agr koi aur parhy to chor dy to is main galt kya
ap agr muslim ho to mjhe itna btao k hadees share kerna buri baat hy yaha is k zaroorat ho
to btyien mjhe k main naien galt kiya yaha share ker k hadees
mare sath behis na karo bewaqoofana samjhy
arry bhai sahab.. cool down..
me ne kab kaha ke aap ne Hasees share kar ke buri baat ki..
aap ko ek baat batata hon.. Shayad aap ke ilam me ho..

jab Namaz farz hui to us waqt kafi log aisey thy jino ne namaz parhny se hichkachahat ki.. ke din me 5 namazen kon parhey ga.. kyun ke Bani Isra'iel ke liye 2 namazen farz thin magar wo b un se nahi parhi jaa sakti thin..
so Rasool Allah ne kisi ko force nahi kiya.. balke muje naam yaad nahi aa raha ek Sahab aaey.. Islam qabool kiya.. aur kaha ke Hazrat .. muj se 5 namazen nahi parhi jatin.. ro Hazoor SAW ne farmaya ok kitni parhi jati hen.. to unhon ne kaha ke me to 3 parhon ga.. to AAP saw ne farmaya ok theek he tum 3 hi parho..
and aftr a few days the same person came back and said ke Ya Rasool Allah SAW .. namazen 5 hi kyun hoti hen.. meant ke zyada kyu nahi hotin..

so it means ke ek dam se kisi cheez ko force nahi karna chhye na kiya jaa sakta he.. gradually ek mind set banta he aur phir amal hot ahe..

aap to Lath le ka rpeechy par gye hen.. bhai aap ne bahut achi baat ki magar mera point wohi he ke kya phir aap ke hisab s eyeh Online wagera aap jo karty he yeh sab THEEK he??? agar nahi to phir aap ko khud jawab mil gyaa.. Nahi??
 

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
yeh jahil ki aur manafiq ki pehchan hoti hy us ko koi baat btao woh agy say behis kerta hy mian nein sharo shairi ki baat ki aur mjhe ap ko btny ki zaroorat nahi abh aur tm agr jahil ban k behis kar k khud ko alla zahir karna chhty ho to ker lo mian abh tmhra jawab nahi dyna kiyo k islam mian behis jaiz nahi
aur khaas ker bewaqoofo say
Astagfirrulah Astagfirrulah Astagfirrulah Astagfirrulah Astagfirrulah Astagfirrulah Astagfirrulah
yeh aap ko kon se Molvi sahab ne batay ahe ke islam me Behes Na-Jaez he??
yaar bhai.. please.. agar Kam-ilmi ho to doosry ki baat sun lena chye..
aur theek he me bewkoofana behes kar raha hon.. to Mohtaram.. AAP kya kar rahy hen?? :D

aur please Khuda ke liye.. ab jawab Mat hi dena... Had ho gyee he ab .. :D
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
hmmmmmmmmmm yahan to achi khasi behes hi hogayi yr
well meri apni zati raaye yeh hai ke behes baraye islah honi chahiye behes baraye behes nhi honi chahiye
or agr rana bro ka matlb kisi ki islah krna hi hai to plz unse guzarish karta hon ke woh Ahadees ke taqaddus ka khayal rakhte hoye usse islamic section main sunain kyunke sharab khane main ja ker tableegh karne per aitrazat to hote hi hain iske ilava rana bro apko chahiye ke ap shairy ke section main shairy post karne wali user ko samjhane ke bajai forum ke admins ko ja ker samjhain ke unho ne yeh section banaya hi kyun kyunke users agr is forum per ayenge unhe apni apni pasnd ka jo section nazr ayega woh log wahin jainge iske ilava muje apki us hadees se koi ikhtilaf nhi apne bilkol sahi hadees bilkol sahi sanad ke sath sunayi hai or hum sab ko as a muslim us hadees per imaan rakhte hoye shair o shairy se parhaiz b krna chahiye shukriya
 
  • Like
Reactions: Dua001

Xyz.

Banned
Nov 30, 2013
270
61
1,128
saudi arabia
Top