utho beta ankhain kholo
*********************
*********************
utho beta ankhain kholo,
bistar choro aur mun dholo
itna sona teekh nahin hai,
waqt ka khona teekh nahin hai
sooraj nikla taray bhagay,
duniya walay saray jagay
phool khilay hain rang rangeela,
surkh sufaid aur neelay peelay
tum bhi uth kar bahir ja'o,
aisay waqt ka lutf uthao!
bistar choro aur mun dholo
itna sona teekh nahin hai,
waqt ka khona teekh nahin hai
sooraj nikla taray bhagay,
duniya walay saray jagay
phool khilay hain rang rangeela,
surkh sufaid aur neelay peelay
tum bhi uth kar bahir ja'o,
aisay waqt ka lutf uthao!