Tumhain kitna chahtay hain....!!!
Kabhi tum ne ye bhi socha
kay tumhare dil gurftaa
Tumhain kitna chahtay hain ?
Tumhain zindagii say bar kar
jo aziz hum ne jaanaa
So koi sabab to hoga
Kabhi tum neye bhi socha ?
Sar-e-shaam muntazir thay
Kahiin nelmin ujalay
Kahiin titliyaan labon ki
Kahiin phool jise aariz
Kahiin qamqmon sii Aankhein
Yeh jo charagar hamare
koi sait rafaqat
Sar-e-shaam mangtay thay
inhen kiya khabarkay hum ne
Tumhain sop de hain raatein
Tumhain daan ki hain hain aankhein
Kabhi tum ne ye bhi socha
kay tumhare dil gurftaa
pas-e-baam-v-dar akele
kisi shaman-e-sukta say
ye jo kar rehe hain baatain
Tumhain kitna chahtay hain ?
Tumhain shab-o-roz kay dukh main
Kabhi bhulna bhi chahen
to kabhi na bhul paayen
kay yeh ehad-e-Zindagii hai
Jise toorna bhi chahen
To kabhi na toor paayen !
Poet:- Aitbar Sajid
Kabhi tum ne ye bhi socha
kay tumhare dil gurftaa
Tumhain kitna chahtay hain ?
Tumhain zindagii say bar kar
jo aziz hum ne jaanaa
So koi sabab to hoga
Kabhi tum neye bhi socha ?
Sar-e-shaam muntazir thay
Kahiin nelmin ujalay
Kahiin titliyaan labon ki
Kahiin phool jise aariz
Kahiin qamqmon sii Aankhein
Yeh jo charagar hamare
koi sait rafaqat
Sar-e-shaam mangtay thay
inhen kiya khabarkay hum ne
Tumhain sop de hain raatein
Tumhain daan ki hain hain aankhein
Kabhi tum ne ye bhi socha
kay tumhare dil gurftaa
pas-e-baam-v-dar akele
kisi shaman-e-sukta say
ye jo kar rehe hain baatain
Tumhain kitna chahtay hain ?
Tumhain shab-o-roz kay dukh main
Kabhi bhulna bhi chahen
to kabhi na bhul paayen
kay yeh ehad-e-Zindagii hai
Jise toorna bhi chahen
To kabhi na toor paayen !
Poet:- Aitbar Sajid
__________________