TU bhi SHEESHA DIL hai TO

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Tu bhi sheesha dil hai to

Tu bhi sheesha dil hai to dil se patthar koun hai
tu jo mare shahadat ki mout to yahan kafar koun hai

khush hota to use akeila maan lete hum yaaron
ae chaand aaj bata tera zulmi humsafar koun hai

haan hum ne fursat bhari sham mein bhi rab ko yad na kiya
ae Mohsin do lafz zyada na padh phir ye fajar koun hai

eimaan ke andhe ke liye mekhana kya aur dargah kya
yahan wo bhi haji kehlata hai jise nahin pata Qalandar r.a koun hai

tumhaare bahar to bada saa dard ka maila laga hai Chiragh
ab dekhna yeh hai ke dardeele tere andar koun hai

***Saif_ChiragH***
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~ and mirza37
Top