Topic : Parda

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Nhi ab coloured abayas b pehny jaty hyn pak myn .. ek long coat type b kch log pehnty hyn :s
Aur black colour elegant lgta hy pehly b bola main ...isliye prefer krty hyn log
..wysy ab srf fabric hi black hta hy ..uppr coloured embroidery ya crystals b lgye jaty hyn abayas py ..ab ye FASHION myn aagya hy
aksr log burqay black clor ya light blue clor ka pehntay hai.. pakistani mian ziada yeahi soch hai ap ne deka ho ga black color.. ess lie keh raha tha....
aksr log burqay black clor ya light blue clor ka pehntay hai.. pakistani mian ziada yeahi soch hai ap ne deka ho ga black color.. ess lie keh raha tha....
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
Jazak Allah. an informative share.
but i would like to add that, zahiri hijab k sath sath dil ka hijab kerna bhi utna hi zaroori hota hai. or meri nazar me zada zaroori. kyu k aaj k mashre me esi misale bhi dekhi hain jaha hijab kerne wali kuch larkia dil se hijab nai kerti. or kuch jo zahiri dur se full hijab me to nai hoti per nazro me sharam o haya rakhti hain.

aj humara mashra bilkul ulta hai,
jo zahir kerte hain us se bilkul hi mukhtalif hoti hain unki shaksiyat.
yehi hal kuch dari barhane wale hazrat ka bhi hai.

kher her insan ek jesa nahi hota.
Baki dilo ka Haal Allah rub-ul-izzat behter janta.

once again nice n informative thread
JAZAK ALLAH!
 

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
Nhi ab coloured abayas b pehny jaty hyn pak myn .. ek long coat type b kch log pehnty hyn :s
Aur black colour elegant lgta hy pehly b bola main ...isliye prefer krty hyn log
..wysy ab srf fabric hi black hta hy ..uppr coloured embroidery ya crystals b lgye jaty hyn abayas py ..ab ye FASHION myn aagya hy
kia fashion theek nhi hota... yeah question hai? matlib fashion karna jaiz nahi
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
g ap se or sab se
abaya ko fashion k hisaab se dhalna theek nhi
aap abaya qn pehnty ho ??? k koi naxar na uthy aapki trf ..
jab aap saj dhaj k niklty o baher to na chahty hue b nxar uth e jati hy logo ki
agr aap abaya ko apni mrxi se sajaogy uspy embroidery ya crystals lgwaogy to aap ek FASHION FOLLOW krrhy ho na k ISLAM

aur aajky daur myn Fashion hy kya??? ye fashion nhi jahalat hy ..
purany dor ka aadmi jo patty (leaves) pehnta tha ..ahista ahista taraqqi hui to usy dhang ki cheex mili body cover krny ko ..mgr aaj aap dekho .. zamana peechy ko ja raa hy ..frq sirf itna hy k ab patty ni pehny jaty ... wrna baat wahin hy ,,,
ek muslim aurat agr khudko cover krti hy to iska mtlb ye nhi k wo purani soch ki hy ya old-fashioned hy .. iska mtlb ye hy k WOHI civilised hy ...
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
sahi kaha .. aaj k dor myn DARHI aur ABAYA dono ko FASHION k hisaab se apnaya ja raa hy ..


Jazak Allah. an informative share.
but i would like to add that, zahiri hijab k sath sath dil ka hijab kerna bhi utna hi zaroori hota hai. or meri nazar me zada zaroori. kyu k aaj k mashre me esi misale bhi dekhi hain jaha hijab kerne wali kuch larkia dil se hijab nai kerti. or kuch jo zahiri dur se full hijab me to nai hoti per nazro me sharam o haya rakhti hain.

aj humara mashra bilkul ulta hai,
jo zahir kerte hain us se bilkul hi mukhtalif hoti hain unki shaksiyat.
yehi hal kuch dari barhane wale hazrat ka bhi hai.

kher her insan ek jesa nahi hota.
Baki dilo ka Haal Allah rub-ul-izzat behter janta.

once again nice n informative thread
JAZAK ALLAH!
 

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
abaya ko fashion k hisaab se dhalna theek nhi
aap abaya qn pehnty ho ??? k koi naxar na uthy aapki trf ..
jab aap saj dhaj k niklty o baher to na chahty hue b nxar uth e jati hy logo ki
agr aap abaya ko apni mrxi se sajaogy uspy embroidery ya crystals lgwaogy to aap ek FASHION FOLLOW krrhy ho na k ISLAM

...
fashion karnay se insan ki personality theek lagti hai.. agr abaya kay opr emrouderio hoi hai tau ess kay matlib yeah tau nhi keh insan ne dosron ko dekhnay kay lie woh apnay lie bhi kar skta ta keh us personality sahi nzr aey...... hr insan ka dil krta hai keh woh khoobsoorat nazr aye.. ess ka matlib yeah nhi keh woh logon kay lie kr raha...
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
fashion karnay se insan ki personality theek lagti hai.. agr abaya kay opr emrouderio hoi hai tau ess kay matlib yeah tau nhi keh insan ne dosron ko dekhnay kay lie woh apnay lie bhi kar skta ta keh us personality sahi nzr aey...... hr insan ka dil krta hai keh woh khoobsoorat nazr aye.. ess ka matlib yeah nhi keh woh logon kay lie kr raha...
niyyaton ka haal beshak ALLAH janta hy ..
pr agr aap ek trf plain abaya pehnygy aur dusri trf hlka sa kaam wala abaya pehnygy ... to naxar kis bandi k uppr uthygi?
ALLAH ny khudko cover krny ka hukm diya e qn hy???
k koi gaer naxar tumpy na pry ..

aur yehi to masla hy k har insan ka dil krta hy k wohi khubsurat naxar aye .. acha dikhy ... aur woh srf waa waahi batorny k liye FASHION ko kis had tak neechy gira chuka hy usy khud bta nhi ,..
dunya kya hy ???aaj tmari tareef krygi ,, kal ko jab buddhy hojaogy to kahan ka husn??? tb masalla tasbeeh pkr k beth jaogy ... k ab to umr gyi tareefyn batorny ki ,.. ab ALLAH ko yaad krlyty hyn ...

Remember ...Is not a buffet where you can pick & choose whatever you want ... agr aapko abaya pehnna hy to sahi trhan pehno .. wrna na pehno ..
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
Subhan Allah

beshak parda ki wajhe se islam ne aurat ko izzat di jo digar mazahib na de sake aur aurat ka muqam buland kiya

bohot hi achi taraf apne dalail ke zariye is topic ko wazeh kiya hai

Jazak Allah Khair @Rubi

Allah mulim khawateen ko is par amal ki taufeeq de Aameen
thnku

AMEEN
 

shzd

*$* ShAzi Ch00zA *$*
Super Star
Jun 24, 2013
5,292
1,542
1,313
jannat
Jazak Allah. an informative share.
but i would like to add that, zahiri hijab k sath sath dil ka hijab kerna bhi utna hi zaroori hota hai. or meri nazar me zada zaroori. kyu k aaj k mashre me esi misale bhi dekhi hain jaha hijab kerne wali kuch larkia dil se hijab nai kerti. or kuch jo zahiri dur se full hijab me to nai hoti per nazro me sharam o haya rakhti hain.

aj humara mashra bilkul ulta hai,
jo zahir kerte hain us se bilkul hi mukhtalif hoti hain unki shaksiyat.
yehi hal kuch dari barhane wale hazrat ka bhi hai.

kher her insan ek jesa nahi hota.
Baki dilo ka Haal Allah rub-ul-izzat behter janta.

once again nice n informative thread
JAZAK ALLAH!

yeh har jaga hy.....bro
lakim mujhy shadeed ikhtilaaf hota hy is cheeez sy k log dill ki bat ya kirdaar ya kisi ki niyat ko is pardy k topic mn kiun ly aaty hn.....
dill k pardy ka kaheen islam mn zikr ni hy k wo aur k liy koi aisa parda hy....
parda ek hi hy jo zahiry hy .............................................


mn apki baat sy ikhtilaf ni kr raha hy k neyyat theek ni honi chchiay.... aap se hundred % agree hoon.
but yeh topic pardy ka hy to isko prdy tak hi rehny dain.
@Rubi
 
  • Like
Reactions: whiteros
Top