The City of Nizam's and Jewels

  • Work-from-home

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Assalamualaikum WRWB Doston!!!

aayiye aapsab ko apne sheher HYDERABAD ki sair karata hu........


HYDERABAD the City of Jewels and Nizam's

Ye ek bohot hi mashoor monument hai jo Qutub Shahi kingdom ke daur me banaya gaya tha CHARMINAR...



Ye bhi bohot hi khadeem Unani dawakhana hai NIZAMIA UNANI HOSPITAL.




Ye Quli Qutub SHAH Kingdom ke zamane me banaya gaya Fort hai jise GOLCONDA FORT kaha jaata hai, baad me ise AURANGZEB ke khabze me aagaya tha..









Ye hai MAKKAH MASJID Hyderabad ki sabse bari masjid hai, kaha jaata hai ke jab ye masjid ka sange bunyad rakha jaraha tha tab Aurangzeb jo ke Mughal dynasty ke 6th king reh chuke hai wo elaan kiye the ke is Masjid ka sange bunyad us shaqs se rakhaya jaega jiski koi bhi Namaz kabhi qaza na hui ho, tab koi bhi saamne nahi aaya, to aap Khud Ye Masjid ka Sang-e-bunyaad rakhe the...






Ye pic bhi MAKKAH MASJID ki hai ye quboor ASIF JAHI KINGDOM ke afraad-e-khandan ke hai jo ke Dunya ka sabse ameer tareen shaqs tha, Yahi Masjid me inke Khandan ke Quboor hai..



Ye NECKLACE ROAD hai ek picnic spot hai....


HUSSAINSAGAR LAKE



FALAKNUMA PALACE



DINING HALL of FALAKNUMA PALACE



CHOWMOHALLA PALACE
















SALAR JUNG MUSEUM




Ye ek statue hai jo ke bohot hi famous hai REBECCA iski banawat ke liye, kaafi log is statue ki wajah se ye museum ghumne foriegn countries se bhi aate hai....






STATE CENTRAL LIBRARY




OSMANIA GENRAL HOSPITAL jo ke sabse bara Hospital hai Hyderabad ka...


OSMANIA UNIVERSITY








Finally Meri Office:D:D



Visit karne ke liye bohot shukriya aap sabka...:):)

 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
yeah i know this, ye humare buzurgo ki city hai,mere dada hyedrabad deccan se hain n even mere dad ne bht bar hyd visit kia, but me ne nai dekha hyd aj tak bas pics me dekha hai.
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
yeah i know this, ye humare buzurgo ki city hai,mere dada hyedrabad deccan se hain n even mere dad ne bht bar hyd visit kia, but me ne nai dekha hyd aj tak bas pics me dekha hai.
U r most welcome

Kahte hain k jo Hyderabad aya yahin ka hojata hai...
 
  • Like
Reactions: Atif-adi
Top