%%%.......tanhaian.....%%%

  • Work-from-home

fairy khan

Newbie
Jun 14, 2010
16
3
0
In tanhaion se kah do zara..
uun na sataia karen hamen tanhai mn
kiun tanha ho jaty hain log yahan
in tanhaion se poch do zara
kitne roty tarapty hain log yahan
kal ki baat pe,aj ki baat pe
tareefon k dhair hain yahan
sachai se koi wasta nahi
in tanhaion se wabasta hain zara
k rehne k addi nahi hum tanha
in tanhaion se kah do zara....
in tanhaion se kah do zara.....



<<<<<FAIRY KHAN>>>>>
 
Top