Tameer-e-zaat Aur Taskheer-e-zaat(self Development&self Control)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Assalam o ALaikum

Recently Sultan khan ki aik Book may Kamyab Logo ki kamyabio k peeche unki shakhsiyat k kuhc pehlu parhte huye Aik topic kafi impressive lagga,,

"Self Development and Self Control"

us k kuch points share krti hun!!



*************************************************

Taskheer-o-tameer-e-zaat insan k maqsad-e-takhleeq ka awleen tqaza hay jaise k riwayat hay:

"Jis ne apne nafs ko pehchan liya,us ne apne Rab ko pehchan liya"

issi ko Iqbal ne "khudi ki pehchan" "aur tameer-e-khudi' se tabeer kiya hay
Asrar-e-khudi may Iqbal farmate hain:


5.GIF

Translation:

Chu k zindagi khudi ki taqat ki badolat hay is liye jitni khudi mustehkam hogi utni hi zindagi behtar hogi.
Qatra jab harf-e-khudi ko azbar kar laita hay to uski bewuqqat zaat qeemti moti ki tara aala ho jati hay...


Taskheer-e-tameer-e-zaat ki ehmiyat se bekhabar log "worse than the worst" k darjey tak gir jaae hain:
Iqbal is baare may farmate hain:



taskheer-o-tameer-e-zaat k liye apne nafs,ana,khwahish aur lalach ko qabu karne k liye jo lagan,koshish aur mehnat darkar hay uski taraf Sultan Bahuu is tara tawajja dilate hain:





Translation:

Hamare murshid ne hamain ye sabaq parhaya k hmara jo saans b ghaflat may guzarta hay uska shumar halat-e-kufar may hoga
jab humne apne murshid ki baat suni to mari aankhain khul gai aur hum poore dehan,tawajja aur dil k saath apne maalik ki taraf mutwajja hogey
hum ne apne maalik,rab aur haqeeqi dost pyare Allah ji ki muhabbat may apni jaan tak us k hawale kar di -mehboob-e-haqeeqi ki talahs,justaju aur taluq muft may haath aane waali dolat nhi balkey is k hasul ki khatir mout se pehle kayi baar marna parta hay!


Lakin nakaam log taskheer-e-zaat aur tameer-e-zaat ko aasan kaam samajhne ki waja se nakam ho jaate hain

Ye Shahadat Gahe Ulfat Main Qadam Rakhna Hai
Log Aasan Samajhte Hain Musalman Hona

By
(Sultan khan-motivator and trainer,ex-CSP)
Book:Kamyab Log nakam log

__________________________________________________



@Seap @minaahil @Zaryaab @Shizu @Zia_Hayderi @Shiraz-Khan @thefire1 @Rubi @h@!der @amazingcreator @whiteros @auov @Humrahi @fani @afrasyyab @Bela @Toobi
 
Last edited:

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
Assalam o ALaikum

Recently Sultan khan ki aik Book may Kamyab Logo ki kamyabio k peeche unki shakhsiyat k kuhc pehlu parhte huye Aik topic kafi impressive lagga,,

"Self Development and Self Control"

us k kuch points share krti hun!!



*************************************************

Taskheer-o-tameer-e-zaat insan k maqsad-e-takhleeq ka awleen tqaza hay jaise k riwayat hay:

"Jis ne apne nafs ko pehchan liya,us ne apne Rab ko pehchan liya"

issi ko Iqbal ne "khudi ki pehchan" "aur tameer-e-khudi' se tabeer kiya hay
Asrar-e-khudi may Iqbal farmate hain:



Translation:

Chu k zindagi khudi ki taqat ki badolat hay is liye jitni khudi mustehkam hogi utni hi zindagi behtar hogi.
Qatra jab harf-e-khudi ko azbar kar laita hay to uski bewuqqat zaat qeemti moti ki tara aala ho jati hay...


Taskheer-e-tameer-e-zaat ki ehmiyat se bekhabar log "worse than the worst" k darjey tak gir jaae hain:
Iqbal is baare may farmate hain:



taskheer-o-tameer-e-zaat k liye apne nafs,ana,khwahish aur lalach ko qabu karne k liye jo lagan,koshish aur mehnat darkar hay uski taraf Sultan Bahuu is tara tawajja dilate hain:





Translation:

Hamare murshid ne hamain ye sabaq parhaya k hmara jo saans b ghaflat may guzarta hay uska shumar halat-e-kufar may hoga
jab humne apne murshid ki baat suni to mari aankhain khul gai aur hum poore dehan,tawajja aur dil k saath apne maalik ki taraf mutwajja hogey
hum ne apne maalik,rab aur haqeeqi dost pyare Allah ji ki muhabbat may apni jaan tak us k hawale kar di -mehboob-e-haqeeqi ki talahs,justaju aur taluq muft may haath aane waali dolat nhi balkey is k hasul ki khatir mout se pehle kayi baar marna parta hay!


Lakin nakaam log taskheer-e-zaat aur tameer-e-zaat ko aasan kaam samajhne ki waja se nakam ho jaate hain

Ye Shahadat Gahe Ulfat Main Qadam Rakhna Hai
Log Aasan Samajhte Hain Musalman Hona

By
(Sultan khan-motivator and trainer,ex-CSP)
Book:Kamyab Log nakam log

__________________________________________________



@Seap @minaahil @Zaryaab @Shizu @Zia_Hayderi @Shiraz-Khan @thefire1 @Rubi @h@!der @amazingcreator @whiteros @auov @Humrahi @Bela @Toobi
WS....
Kia baat hey!
acha intekhab
 
  • Like
Reactions: Hoorain

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Wah wah !!
nice..I will try to share some points too :happy
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
MashaAllah great intekhab hoorain..thumbs up ...:)
jo nafs py qabo pa gya beshak wo qalander hogya...

Iqbal ki poetry to dil o dimagh ki sare band talay khol dyte hy..
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
جب ہم تعمیر ذات اور تسخیر ذات کی بات کرتے ہیں- تو ہمیں اللہ کی حکمت اور اس کی ہدایت کو پیش نظر رکھنا چاہئے- دور حاضر میں تسخیر ذات کے نام سے تجارت ہورہی ہے- کسی کی لچھےدار باتوں میں آنے کی بجائے ہمیں قرآن و حدیث سے رہنمائی حاصل کرنا چاہئے-
انسان دنیا میں ہمیشہ مادی مسائل کے حل کے لئے ہی کوششیں نہیں کرتا اور اس کو صرف مادی ضرورتیں ہی متحرک نہیں کرتیں بلکہ وہ بعض اوقات کسی بلند مقصد کے حصول کے لئے بھی اٹھتا ہے اور ممکن ہے کہ اس عمل سے اس کے ذہن میں سوائے رضائے خداوندی کے حصول کے اور کوئی مقصد نہ ہو۔

اے نفس مطمئنہ تو اپنے رب کی طرف لوٹ جا تو اس سے راضی وہ تجھ سے راضی۔“( سورہ فجر آیات ۲۷۔۲۸)


اللہ نے ایمان والے مردوں اور عورتوں کو باغوں کا وعدہ دیا ہے جن کے نیچے نہریں بہتی ہیں جن میں وہ ہمیشہ رہیں گے اور نفیس مکانوں کا بھی۔ لیکن اللہ کی رضامندی ان سب سے بڑی ہے یہی بڑی کامیابی ہے۔“( سورہ توبہ آیت ۷۳)


انسان خداوند تعالیٰ کی طرف سے منتخب شدہ ہستی ہے۔ وہ زمین پر اس کا خلیفہ اور جانشین ہے وہ روحانی اور مادی عناصر کا مرکب خدا آشنا فطرت کا مالک آزاد اور مختار پیغام خداوندی کا امین دنیا کا اور اپنا ذمہ دار فطرت زمین اور آسمان پر مسلط اور نیکی اور بدی کو سمجھنے والا ہے۔ اس کی زندگی کا آغاز کمزوری سے ہوتا ہے اور قوت اور کمال کی طرف بڑھتا ہے لیکن جب وہ حالت رشد و سن تمیز کو پہنچتا ہے تو اسے صرف اسی صورت میں سکون قلب ملتا ہے کہ وہ بارگاہ الٰہی میں حاضر ہو کر اس کی یاد میں مشغول ہو جائے اس کی علمی اور عملی استعداد لامحدود ہے۔ وہ ذاتی شرافت اور کرامت کا حامل ہے اس کی خواہشات پر کسی طرح کا مادی اور طبیعی رنگ نہیں چڑھتا اس کو اس بات کا حق حاصل ہے کہ وہ خدا کی دی ہوئی نعمتوں سے جائز فائدہ اٹھائے لیکن وہ اپنے خدا کے سامنے اپنے فرائض کی انجام دہی کا ذمہ دار بھی ہے۔
“​
 
Top