means mera bht aana jana nahi hey... jab b village jaatey hein tu ziada tar 3 4 din k liye... Boku ka nahi suna.... aap ney zarobi suna hey?ap agr swabi k ho to apko humare area ka nai pata @sherry2112
Allaah aap ko afiat k saath bar bar sair karaein village ki. ameen.ji suna hoa ha ye naam.....
humara pehle kafi jana anna rehta tha hr weekend pe wahan hoty thy.....
lakn shadi k baad bs ak baar ja saki hu.....@sherry2112