Select Your Favourite Member

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
aap na kehtay huvay bhi bahot kuch keh jati hain
jaise k abhi kuch dair pehle ap k sawal karne se mujhe laga k shayed yahan kisi ko FAV MEMBER kehne k liay usay zati tor par jan-na zarori hai. lakin hum to apni zaat k siwa kisi ko nahi jantay yahan zati tor par ... to khud ko kaise tag kartay rahen.
lollzzz ,
to khud ko Tag karne me bhi koi muzaiqa nahi hy i guess ;))
khud pasndi b achi hoty somtimes :joy
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
lollzzz ,
to khud ko Tag karne me bhi koi muzaiqa nahi hy i guess ;))
khud pasndi b achi hoty somtimes :joy
Nahi Hum Khudpasandi K Qaayel Nahi.... Woh Takabar Ki Tarf Le Jati Hai aur Gharoor HumeN Pasand Nahi albata Fakhar Ki Baat aur Hai So Khud Ko Tag Nahi Karna
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Bilkul ,
Par Khud Pasndi ka Shumaar unme nahi hota :p
Khud pasandi k baaray mein hum ne parha tha k
agar khud pasandi insani shakal mein hoti to woh sab se bad-soorat insan hoti.
so jis baat mein zara sa bhi shak o shuba ho , hum usay nahi apnatay.
 
  • Like
Reactions: Hoorain

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Khud pasandi k baaray mein hum ne parha tha k
agar khud pasandi insani shakal mein hoti to woh sab se bad-soorat insan hoti.
so jis baat mein zara sa bhi shak o shuba ho , hum usay nahi apnatay.
achaaww ,
well , mene parha to nahi hua , par xaaty tor par i thin , insaan khud ko dusron se kam na samjhe , na bohat behtar , lekin khud pe bharosa rakh k khud ko Pasnd zaroor kare..
wo bhi khud pasandi hi kehlaty hy , to the some extend i think.
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
achaaww ,
well , mene parha to nahi hua , par xaaty tor par i thin , insaan khud ko dusron se kam na samjhe , na bohat behtar , lekin khud pe bharosa rakh k khud ko Pasnd zaroor kare..
wo bhi khud pasandi hi kehlaty hy , to the some extend i think.
khud ko dosroN se kam na samjhna, khud pe bharosa rakhna aur cheez hai kyunkay yeh sab to humen zindagi mein aagay baRhne mein madad karta hai.
lakin khud pasandi takabar ki tarf le jati hai, us mein insan dosron ko khud se kamtar samjhne lagta hai. aur takabar karne walon k liay farmaya gaya hai k woh jannat mein dakhil nahi hon gay.
shaayed hum dono apnay apnay nazriay se khud pasandi ko dekh rahay hain is liay is par mutafiq nahi ho paa rahay.
 
  • Like
Reactions: Aks_ and Hoorain
Top