Rubaru-mehfil-e-sukhan With Asheer

  • Work-from-home

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
oh Allaah pak mukammal shifa or tandrusti dey wid afiat ameen.
hmm INSHA'ALLAAH... dhawa k liye koi murghi b select kerni hey.hahahaha =))
bt bachey ki posts sey jo virus jhalak rahey hein usmey amma abba ki kam or bachey ki ziada pasand nazar aarae hey bachoooo (sa)
jazakallah
han yar samjha karo public forum hy yaha aesi bat ni kar sakta :))
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551
1,313
hahaha han marzi hy dhond lo gy to ahsanmand rahunga :))
tere bhai ka pehle 4 ka pair pora hojaey tu us k bad tuaddi bari a... wese yahan ki buzurg aakhir kis kaam aengi...insey zara farmaesh karo apni... :D
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
@Asheer bro meri baari :p
chanda lines par tafseelan Torch li8 ki roshni dalain :p k ap k khayal may shayer sahab kia farma rhe hain!

1. Zindagi khaak na thi,khaak uratey guzri?
2. taqleed ki rawish se to behtar hay khudkushi?

aur aik sawal jo urdu adab may sab se puuchti hun!

do ishar de rhi hun aap k hisab se in may se konsa haqeeqat se ziada qareeb hay aur kio?

Guftagu kijye k ye fitrat-e-insan hay shakeeb
Jaaley lag jate hain jab band makan hota hay

aur

KEh rha hay shaur-e-darya se sumandar ka sakoot
jis may jitna zarf hay tuna hi wo khamosh hay!
 
  • Like
Reactions: Asheer and Mahen

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
@Asheer bro meri baari :p
chanda lines par tafseelan Torch li8 ki roshni dalain :p k ap k khayal may shayer sahab kia farma rhe hain!

1. Zindagi khaak na thi,khaak uratey guzri?
2. taqleed ki rawish se to behtar hay khudkushi?

aur aik sawal jo urdu adab may sab se puuchti hun!

do ishar de rhi hun aap k hisab se in may se konsa haqeeqat se ziada qareeb hay aur kio?

Guftagu kijye k ye fitrat-e-insan hay shakeeb
Jaaley lag jate hain jab band makan hota hay

aur

KEh rha hay shaur-e-darya se sumandar ka sakoot
jis may jitna zarf hay tuna hi wo khamosh hay!
1. is me shayer sahab farma rhy hen k zindagi to 1 anmol khazana thi lekin ham ny isy lamha lamha bari bedardi sy zaya kiya
ham ny to yun ujar di jesy
zindagi baap ki kamai ho :p

2. or is me Allama iqbal taqleed ki muzammat karty huey farmaty hen k koi qoum kisi dosri qoum ki taqleed karti hy to wo apni shanakht or tashakhus kho deti hy.... goya tehzeeb o tamaddun ki khudkushi k he mutaradif hy

3. mere nuqta e nazar sy awwal uz zikr qabil e tarjee hy... k insan ka kalaam karna us k dil ki bharaas nikalny me muawun o madadgar ban jata hy
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
1. is me shayer sahab farma rhy hen k zindagi to 1 anmol khazana thi lekin ham ny isy lamha lamha bari bedardi sy zaya kiya
ham ny to yun ujar di jesy
zindagi baap ki kamai ho :p

2. or is me Allama iqbal taqleed ki muzammat karty huey farmaty hen k koi qoum kisi dosri qoum ki taqleed karti hy to wo apni shanakht or tashakhus kho deti hy.... goya tehzeeb o tamaddun ki khudkushi k he mutaradif hy

3. mere nuqta e nazar sy awwal uz zikr qabil e tarjee hy... k insan ka kalaam karna us k dil ki bharaas nikalny me muawun o madadgar ban jata hy
wahhhhhhhhhhh Asheer bro impressive mASHaALLAH
to the point n brilliant replies
proud of u :) :-bd
 
  • Like
Reactions: Asheer

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
1. is me shayer sahab farma rhy hen k zindagi to 1 anmol khazana thi lekin ham ny isy lamha lamha bari bedardi sy zaya kiya
ham ny to yun ujar di jesy
zindagi baap ki kamai ho :p

2. or is me Allama iqbal taqleed ki muzammat karty huey farmaty hen k koi qoum kisi dosri qoum ki taqleed karti hy to wo apni shanakht or tashakhus kho deti hy.... goya tehzeeb o tamaddun ki khudkushi k he mutaradif hy

3. mere nuqta e nazar sy awwal uz zikr qabil e tarjee hy... k insan ka kalaam karna us k dil ki bharaas nikalny me muawun o madadgar ban jata hy
wah wah kia bat hai meri :p
 
Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
1. mutaaly ka az had shoq hy

2. qudrati manazir k seher ka kon aseer ni hota

3. Allama Iqbal
Ayi Aawaz Gham-Angaiz Hy Afsana Tera
Ashk e Betaab Se Labraiz Hy Paymana Tera
is jesy tarz e kalaam ki tamanna hoti hy

4. jab tk us k kalaam me pukhtagi na ajaey

5. bohot zyada

6. aesa to koi khas moqa ni aya beherhal choti choti khushiyon k an-ginat mawaqy hen

7. ghussa :p aksar ghussy me apna he nuqsan kar beth'ta hu :s :p

8. rab e kainaat ka..... q k jab jab mene us ka dar chora... me dar dar bhatka

9. hifz e quraan ka bohot shoq tha...magar bas hasrat he rhi

10. mere khayal me mir dard ki shayari ko kaha gya :s
 
  • Like
Reactions: Hoorain

zabardast :-bd Masha Allah kia bat hai ap ki :p
chalo apny bacho py shoq pura kar lena hifz e quraan ka {(girlangel)}

:p:p
 
Top