rozay chorna

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Aslam o Alykum

Mri mother ramzan k month may boht serus bemar hain. Even k wo hospital may admit b rahin . Jin ki wja c wo is sal ik b roza nai rakh sakin. Ab ham behan bhai ami k rozay ka kafara ada krna chahty ha. To kia ap may c koi bta skta ha k hamay kia krna hoga js c Allah tala ami k rozay chorney c naraz na hon?

Mera 2nd quest isi c related ha k may n mre 1 bhai dhairo majborio n ami k hospital may admit ki wja c 2 rozay na rakh sakay . To ab ham ramzan k bd ye 2 rozay rakh lein? Kia Allah tala inhe hamry bki rozo ki list may shamil kr lengy? Plz detailz may btaiyega. Thank u
 
  • Like
Reactions: yoursks

Babar-Azam

"Be serious" - "I am wild"
TM Star
Jun 27, 2010
4,089
1,482
1,013
Abbottabad
Sister behesht-e-zewer book read kijiay.......agar aap kaho tu mai daikh k aap ko bata dun ga



 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
thx babar bro. par may filhal book c concern nai kr skti due to some prbs. so kindly koi hadees o sunah ki roshni may bta dy.
 

Babar-Azam

"Be serious" - "I am wild"
TM Star
Jun 27, 2010
4,089
1,482
1,013
Abbottabad
Sister i have read Baheshti zewer book...
Beemar insan jo k rozay nahe rakh sakta dawa leny ki wajha se ya kamzore ki wajha se wo fidya de ga..............aur kisi se kisi buhat zyada majbori ki wajha se roza na rakh saky jaisay aap k sath hoa tu wo yeh rozay rakhy ga laken agar khas majbori nahe the aur jaan bhoj k roza na rakha phir 60 rozay rakhy ga


Fidya ka hisab yeh hai k ek pao kam2 sair gandam ya 2 sair jo ki kimat k hisab se paisay dega kisi maskeen ko jo k pakistan mai aaj kal 70 se 80 Rs banty hain aur bahir countires mai wahan k hisab se deny hungai baqi mai detail mai read kar k yahan post kardun ga
 
  • Like
Reactions: yoursks and Pari

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aslam o Alykum

Mri mother ramzan k month may boht serus bemar hain. Even k wo hospital may admit b rahin . Jin ki wja c wo is sal ik b roza nai rakh sakin. Ab ham behan bhai ami k rozay ka kafara ada krna chahty ha. To kia ap may c koi bta skta ha k hamay kia krna hoga js c Allah tala ami k rozay chorney c naraz na hon?

Mera 2nd quest isi c related ha k may n mre 1 bhai dhairo majborio n ami k hospital may admit ki wja c 2 rozay na rakh sakay . To ab ham ramzan k bd ye 2 rozay rakh lein? Kia Allah tala inhe hamry bki rozo ki list may shamil kr lengy? Plz detailz may btaiyega. Thank u
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

aap sure baqra ayat 183 se ayat 196 tak aap padhe rozon k talluq se sari tafseel maujood hai aur khaas kar aayat no 196 me khaas kar mareez jo roze na rakh saken unk liye Allah ne asani rakhi hai

jo abhi roze nahi rakhsakte unko chahiye k wo jab theek hojayen to khud roze pure karen aur jitne chute hain uske badle miskeen ko khana khilyaen

aap is thread ko ache se padhen sare masail bayan kiye gaye hain aub bilkhusus aurton ke masail ko bhi wazahat k sath bayana kiya gaya hai

http://www.tafrehmela.com/ramzan-special/134722-ramadan-ke-masail.html





Sister behesht-e-zewer book read kijiay.......agar aap kaho tu mai daikh k aap ko bata dun ga



Janab Jazakallah :)

par aap Quran aur Hadees se masle ko hal karen bahishte zewar hamare liye hujjat nahi hai
isme kaafi galtian hain aur ham kahenge ap isse padhne se parhez karen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: yoursks

Babar-Azam

"Be serious" - "I am wild"
TM Star
Jun 27, 2010
4,089
1,482
1,013
Abbottabad


Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

aap sure baqra ayat 183 se ayat 196 tak aap padhe rozon k talluq se sari tafseel maujood hai aur khaas kar aayat no 196 me khaas kar mareez jo roze na rakh saken unk liye Allah ne asani rakhi hai

jo abhi roze nahi rakhsakte unko chahiye k wo jab theek hojayen to khud roze pure karen aur jitne chute hain uske badle miskeen ko khana khilyaen

aap is thread ko ache se padhen sare masail bayan kiye gaye hain aub bilkhusus aurton ke masail ko bhi wazahat k sath bayana kiya gaya hai

http://www.tafrehmela.com/ramzan-special/134722-ramadan-ke-masail.html







Janab Jazakallah :)

par aap Quran aur Hadees se masle ko hal karen bahishte zewar hamare liye hujjat nahi hai
isme kaafi galtian hain aur ham kahenge ap isse padhne se parhez karen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

Thanx brother
 
Top