Regarding Nikkah

  • Work-from-home

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Assalamoalaikum wrwb...umeed hai sab theek hogein..
aj mai aik bht important question karne ja raha ho..umeed hai ap mei se kisi ke paas iska hal ho...aisa hamare family ki situations ki waja se mujhe yeh question karna par raha hai...
let me be straightforward.....mere bare bhai ki engagement hochuki hai...aur unki shadi hone wali hai jan ke end mei..
magar yeh hona ab mushkil hogia hai..kyonke jo larki hai..woh saudi mei hai..aur mera bhai idahr toronto...
aur waja yeh hai ke aj kal hamare ghar ke halaat bht kharab hai...mere mamoo bht bimaar hein..woh zindagi aur maut se lar rahe hein..:(..
aur mere nana nani bhi almost hospitalized hai..yeh mere saare naniyal idhar toronto mei rehte hein.....aur meri ammi bhi udaas rehti hein..to yahi baatein ho rahi thi ke ab meri ammi bhai ki shadi jan mei kaise karayegien jab ke halaat ghar ke itne kharab hai..aur shadi to aik khushi ka din hota hai..jab insan khud hi andar se udas rahega to pher shadi karna abhi theek bhi nahi...khair yeh thi story..
question yeh hai ke...maine suna tha ke fone par jo nikkah hota hai..woh darasal galat hai..magar pher bhi...mera bhai to abhi bhi baat karta hai usey...jab ke woh uski sirf fiance hai..aur agar abhi shadi nai karate..aur uska bas nikkah karadeinn..taake yeh dono atleast sharye mei reh kar baat to kar sakein...warna agar inki shadi abhi nai hogi..to pher inki chattings hote rahegi..aur pher yeh theek bhi nai hai itna..magar usey karni parti hai..kyonke jab idhar apko immigration ke through aana hota hai..to dey look for ur record...dey want da guy to be in touch wid da girl..aur woh chatting, mails sab kuch dekhte hein..taake unhe pata ho ke inka strong relation hai..
question bas yahi hai ke fone par nikkah karana theek hai?...plz detail mei jawab diyega.....aur hamare situation ko samjh kar hamein kuch guide bhi karein..
JazakAllah khair
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley

wa alikum asalam wrwb...:)

buhot hi sadness hoi ye sab sun kr.Allah tala aap sab pr rehm farmaey.aur sab ko jald sihatyab kare.ameen

aap logon ka sochna bhi bilkul theik h.kiu k in halat me shadi aik to krna bhi theik nahi hai dosra shadi ki otni khoshi bhi nahi hogi...khair ab bat krte hain k kia telephonic nikkah valid hoga ya nahi.to is pr ikhtilaf hai ulama k beech...lekin agar nikkah ki jo shrait hain wo pori ho jati hain tb to nikkah ho jae ga...wese agar Nasir bhai yahan hote to wo theik se guide krte chalein main koshish krti hon.

1. sab pehli bat to yeh k nikkah /shadi 2 afraad k "qanooni milaap" ka nam hai... lehaza jab nikkah k bad dounoun afrad ka baham milnaa possible hi na ho to ese nikkah ka faidah? esi shadi se deger samaji issues bhi paida hote hain, jiska idraak nikkah k bad hota hai... lehaza ehteyat /aqalmandi ka taqazaa yehi hai k jab dounoun fareeq aik jagah par maujood houn tab hi nikkah kia jae.... albattah both parents baham iss shadi ka wadah karsaktay hain....aur jab aapka irada ho Nikkah ka tab hi kr k larki ko ghar le aein.

2. nikkah phone par ho bhi jata hai aur nahi bhi....... phone par iss trha se nikkah nahi hota k phone k aik siray par larka ho aur doosre siray par larki aur woh dounoun apni apni jagah ijaab o qabool karain aur dounoun jagah gawaah /molvi maujood houn.......... kiu k nikkah ki bunyaadi shart ijaad-o-qabool k lie zaroori hai k dounoun aik hi nashisht (moqaam) par hon.... chounke ese nikkah main ijaab karne wala larka aik alag moqaam par hota hai aur qabool karnay wali larki doosre moqaam par lehaza yeh ijaab-qabool valid nahi... nikaah nahi hogaa........ nikaah ki 3 basic shartein hain
a) aik hi moqaam /nashisht me ijaab o qabool
b) is ijaab o qabool k kam az kam 2 aaqil baaligh mard yaa 1 mard + 2 aurtain maujood hon
c) haq-e- mahar ka ta'ayyun.....taham agar haq-e-mahar ka ta'ayyun nahi howa to mahr-e-misal lazim aayegaa yani larki ki deger cousins ka jo haq mahar bandhaa jata raha hai wohi mahar yahaan bhi hogaa.... nikah khaan /molvi ka nikaah parhanaa /registered karanaa basic shart me shamil nahi...is k beghair bhi nikah hojata hai

3. telephone par nikaah ki yeh surat possible hai... aur ulemaa ne ise sahi tareeqah qarar dia hai:
jo fareeq nikaah ki majlis /nashisht se door ho aur woh moqe pe nahpahonch sake... to woh nikkah ki majlis ma maujood kissi shakhs ko apna WAKEEL moqar'rar kar le.... woh fareeq phone par bhi apna wakeel chun sakta hai... aur logoun ko bata de k fulaan shakhs jo nikaah ki majlis me maujood hai, woh mera wakeel hai... jo nikaah me meri taraf se ijaab yaa qabool karegaa....... ab wakeel nikkah k doraan apne mo'akkil ki traf se ijaab ya qabool kar le to nikkah valid hogaa...... ba-shartekay k baqi 2 shart bhi poori ho yaani 2 gawaah bhi houn aur haq-e-mahar bhi moqar'rar ho.

4. pardah daar gharaney me yani indo pak me aaj bhi nikkah ki majlis (stage etc par) dulhan nahi bethti.. balke woh qareeb hi doosre room me ladies k pass hoti hain.... ghar k koi buzrug larki k pass aaker oski razamandi hasil karte hain iss nikkah k bare me aur larki k WAKEEL bankar nikah ki majlis me larki ki traf se larke ko qabool karte hain...
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
bht bht shukriya itna detail mei reply karne ka...i wouldnt lie to u..but seriously..aadhi se ziada batein mere sar ke opar se nikal gae...itni tough urdu ki waja se...
waise bhi fone par nikkah to hamare cousin to cousin ka bhi hwoa tha..aur gawah bhi the us waqt...
magar wahi ke newspaper mei aya tha ke yeh galat hai karna...ab mujhe sahi se maloom nai ke galat kyon karar diya tha...
mai apka wapis reply parhoga...kyonke abhi maine parha to hai.aur thora throa samjh aya hai..
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Wasalamm..
Allah sb behtar kre ga....
Wo apne bande imtihan leta hai...

Muje to thek se nhi pata ap k question ka ans..
Lekin ma apni sis se poch k batao gi wo islamic studies ki student hai..
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
bht bht shukriya itna detail mei reply karne ka...i wouldnt lie to u..but seriously..aadhi se ziada batein mere sar ke opar se nikal gae...itni tough urdu ki waja se...
waise bhi fone par nikkah to hamare cousin to cousin ka bhi hwoa tha..aur gawah bhi the us waqt...
magar wahi ke newspaper mei aya tha ke yeh galat hai karna...ab mujhe sahi se maloom nai ke galat kyon karar diya tha...
mai apka wapis reply parhoga...kyonke abhi maine parha to hai.aur thora throa samjh aya hai..
is me shukria ki kia bat h.no prob mojhe acha lgta h inte lambe lambe replies krna.:)
oho..ok main samjhati hon.

the basic requirements for a valid marriage according to Shariah are the following:

Offer (ijab) from the female (herself or her guardian/agent whom she appoints to pronounce the offer on her behalf) or male (or his agent), and acceptance (qabul) from the male or female (or their agents), and that this offer and acceptance is heard and understood clearly.The presence of at least two male witnesses or one male and two female witnesses, who hear and clearly understand this offer and acceptance.and is k elawa haq-mahar jo nikkah k lie zarori hai.yani jo aap larki ko dena chahte hain ya larki aap se chahti hai k mojhe fulaan ghar,fulaan shop ya jo bhi wo shart yani apni mahar btati hai aap ko nikkah k waqt wo bhi ose likh kr dena hoga.

aur aapko jo jo bat samjh nahi ai to plz aap poch lein
 
oh ab clearly samjh aya.:D..yah kiya tha humne saba last 2 years pehle cousins ke nikkah par....magar suna tha ke yeh bhi galat hai..:(....to let me find where its written..and i ll let u know...
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
oh ab clearly samjh aya.:D..yah kiya tha humne saba last 2 years pehle cousins ke nikkah par....magar suna tha ke yeh bhi galat hai..:(....to let me find where its written..and i ll let u know...
meri aik aunty+ friend hain onka nikkah net pr hoa h.aur jese k nikkah k shrait hain k nikkah jab ho to witness wahan mujood ho.aur agar nikkah phone pr krna hai to larki ki traf se aur larke walon ki traf se koi aik esa person ho jo in donu ki traf se jawab de.jese larki ne qubool kia to ye larki ki traf se btae ga aur larke ki traf se bhi isi trha...
maine detial me reply kia k jo sawal aap ne nahi bhi kia to os ka answer bhi aapko kr don:)
 
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
partner Allah aapki mushkil asaan farmaiye... or Khas taur per jo bemaar hayn unko sehat yaabi day.. or Ami ko sabr o himat day (Ameen)

and about your question.... meray aik dost jo yahan per meray sath Saudia mey rehtay hyn unka Nikah phone pr hua tha.. but abi to unki shadi b hochuki hay...... is baray m meray khayal say be happy nay aapko sahi gauide kia hay.. k witness ka hona zaruri hay...

Q.)
I am just wondering about the Shari'ah rulings on Nikah. What are the conditions if we do it on the telephone? Is it permissible in Islam or not? If it is,

A.)
Nikah over the telephone is not permissible because both the boy and girl are in different places and the witnesses need to be present at the actual place of the Nikah.
A Nikah is performed with a proposal (Iejaab) by the male or female and acceptance (Qubool) by the female or male in the past tense and in the presence of two male Muslim witnesses (Hidaaya vol. 2).
It is Sunnat that the marriage be announced and performed in the Masjid and the bride is represented by her Mahram (father, brother, etc.). The bride gives consent to her representative (Wakeel) in the presence of two witnesses to perform her marriage at the Masjid. At the Masjid, the Wakeel represents the bride in the presence of the two witnesses and the stipulated dowry. The witnesses must be two trustworthy and pious male Muslims who are not her ascendants e.g. father, grandfather or decendants e.g. son, grandson, etc.
The Mahr (dowry) is the woman's right and should be stipulated prior to the marriage.

Allah sab behter janata hay

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
the last time i talk to ur brother he told me that will have nikkah when will get to Pakistan..
then why u wanna have nikkah on PHONE ?
well.. i was thinking of having his nikkah on fone...yah it was true dat he ll go to pak and get marry der..but now..der r little chances of going der..since my mamoo has dis cancer..plus my nana nani are almsot hospitalized...dont tell him about dis fone nikkah or anythin related to it...he doesnt knw nythin about it....i came up wid dis idea and i told my mom about it ..so she was asking me to go ask ppl if its fine or not...
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
well idhr pak may to kafi logo ko phone pay nikah howa ha, but mughe b is ka islamic point ov view se sahi nai pata, thxz ap ki waja se hamay b yahan aisay nikah se related info mil jaygi:)
no problem...chalo acha hai apko bhi janne ko mil rha hai
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
partner Allah aapki mushkil asaan farmaiye... or Khas taur per jo bemaar hayn unko sehat yaabi day.. or Ami ko sabr o himat day (Ameen)

and about your question.... meray aik dost jo yahan per meray sath Saudia mey rehtay hyn unka Nikah phone pr hua tha.. but abi to unki shadi b hochuki hay...... is baray m meray khayal say be happy nay aapko sahi gauide kia hay.. k witness ka hona zaruri hay...

Q.)
I am just wondering about the Shari'ah rulings on Nikah. What are the conditions if we do it on the telephone? Is it permissible in Islam or not? If it is,

A.)
Nikah over the telephone is not permissible because both the boy and girl are in different places and the witnesses need to be present at the actual place of the Nikah.
A Nikah is performed with a proposal (Iejaab) by the male or female and acceptance (Qubool) by the female or male in the past tense and in the presence of two male Muslim witnesses (Hidaaya vol. 2).
It is Sunnat that the marriage be announced and performed in the Masjid and the bride is represented by her Mahram (father, brother, etc.). The bride gives consent to her representative (Wakeel) in the presence of two witnesses to perform her marriage at the Masjid. At the Masjid, the Wakeel represents the bride in the presence of the two witnesses and the stipulated dowry. The witnesses must be two trustworthy and pious male Muslims who are not her ascendants e.g. father, grandfather or decendants e.g. son, grandson, etc.
The Mahr (dowry) is the woman's right and should be stipulated prior to the marriage.

Allah sab behter janata hay

AMEEN partner...
mai apke reply ko parh kar aalim se is par discuss karoga inshAllah...kyonke aalim se bhi pata karna theek hai
 
Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Waialkumsalam,

Partener, yeh sun ker dukh howa k app k gher k halat kafi disturb hay meri Dua'a hay Allah App k payaro ku Sahaye Kamal aur Ajla atta fermaye (Ameen)

let's come to the question that u asked,

I have heard from the Shaikh of Haram that a telephonic Nikaah is not valid. i will show you a discussion that i read it a long tym ago

It is not valid to conduct marriages over the phone, because it is a condition for the validity of marriage that the witnesses be present in the same place the marriage offer and acceptance take place. Though other contracts can be valid over the phone, the top contemporary scholars who have studied this (including Shaykh Adib al-Kallas of Damascus, and top Indo-Pak scholars) have said that given the sensitivity of marriages, they cannot be conducted over the phone.

hope this will help you partenr to understand.
 
Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
well ALLAH sab bimaron ko sehet o shifa ata farmaye...please read a dua..."rabbi yassir wala tuassir watammim bil khair wabika nastaeen" every thing will b fine...inshALLAH

comng to ur question...i read that nikah on phone is not valid bcoz of the rezons above mentioned by brother and sister.....wallah alam
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~
Top