Rabba !!!!!!

  • Work-from-home

Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon
Aslaam O Allaykum
Jin Ko Punjabi Ki Samjh Nahi Ati Ya Mushkil Lagti Hai Parhne K Liay, Un K Liay Asaan Urdu MeiN Likh Rahi HoN.

Ay Mere ALLAH Ussay Kis Baat Ka Gharoor Aa Gaya Hai
K Woh HUmaray Qareeb Atay Aatay Duur chala Gaya.=((

MaiN Ne Socha Tha K Duniya K Kaam Kaaj ChoR Kar
Tumharay Sath Suhaag Ka Ghoonghat ORhay
GhoomeN PhireN Gay Jaisay Mor Raqs Kartay HaiN
Humara Yeh Kvab Chikna Chuur Ho Gaya :arghh
Aur Woh Humaray Qareeb Aatay Aatay Hum Se Duur Chala Gaya =((

Jab Se Uss Se AankheN 4 Huyi HaiN MaiN Hosh Kho BeThi HoN
Meri Masoom C Zindagi Uss K Peeche Barbaad Ho Rahi Hai
Woh Humari Koyi Bhool Maaf Nahi Karta Aur Na Kisi Ghalti Ko Bhulata Hai
Uss Ka Kehna Hai K Uss Ki Har Baat Pathar Pe Lakeer Hai(Ik Zuban Hai)
Naa Jaanay Hum Se Aisa Kiya Qasoor Ho Gaya Hai

Na Woh AnkhoN Ki PaheliyaN Boojhta Hai Aur Na Husn Ki Zubaan
Kabhi Kaan Laga K Suno To Sahi K Mera Kangan Dheere Dheere Kiya Kehta Hai
Dil Ka Darwaza Nahi Kholta, Kehta Hai K Dil K Darwazay Ki KunDi ATak Gayi Hai
Uss K Yeh Bahanay Sun Kar Meri To Zindagi Hi Jal Bhun Gayi Hai
Aisay Lagta HAi K Uss KI Niyyat MeiN Hi Nahi Hai HumeN Chahna

YooN Lagta Hai Jaise Tumhari Chup MeiN Koyi Tofaan Chupa Hai
Tumharay Maathay K Ball Meri Jaan Nikal Letay HaiN
Tum Ne Jo Rog Mujhay Laga Diya Hai Uss Se Mere Hosh Thikanay Nahi Rahay
Mera Dil Bhi AaheN Bharta Hai aur Meri AnkhoN Ka Kajal Bhi Sisakta Hai
Baat Baat Par Humara Rona Bhi Ab Mashoor Honay Laga Hai

Humari Khvahish Thi K Hum Apnay Tar o Taaza RAng Roop Se Tumhara Dil Behlatay
Tumharay QadmoN MeiN Sar Rakh Detay Aur Tumharay Liay apni PalkeiN Bichatay
SATH To DiloN K Milnay Se Hotay HaiN, Inn Ka Koyi Mol Nahi Hota
Warna NA HEER Ko Zehar Ka Piyala Peena PaRta Aur Na SASSI Registan MeiN BhaTakti
Jo Dil K HathoN Majboor Ho Jata Hai, Woh Hoshmand NAhi Rehta

waalaikum assalam ..
wahh boht khoob zbrdst hai ye poetry to achi lagi me ko jitni smjh aai :p
kyun k punjaabi kak smjh nai ladti me ko =))
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682

punjabi na samjhnay walon k liay urdu mein likha hai na... woh parh k sari samjhiay @Fanii bhai =))
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aslaam O Allaykum
Jin Ko Punjabi Ki Samjh Nahi Ati Ya Mushkil Lagti Hai Parhne K Liay, Un K Liay Asaan Urdu MeiN Likh Rahi HoN.

Ay Mere ALLAH Ussay Kis Baat Ka Gharoor Aa Gaya Hai
K Woh HUmaray Qareeb Atay Aatay Duur chala Gaya.=((

MaiN Ne Socha Tha K Duniya K Kaam Kaaj ChoR Kar
Tumharay Sath Suhaag Ka Ghoonghat ORhay
GhoomeN PhireN Gay Jaisay Mor Raqs Kartay HaiN
Humara Yeh Kvab Chikna Chuur Ho Gaya :arghh
Aur Woh Humaray Qareeb Aatay Aatay Hum Se Duur Chala Gaya =((

Jab Se Uss Se AankheN 4 Huyi HaiN MaiN Hosh Kho BeThi HoN
Meri Masoom C Zindagi Uss K Peeche Barbaad Ho Rahi Hai
Woh Humari Koyi Bhool Maaf Nahi Karta Aur Na Kisi Ghalti Ko Bhulata Hai
Uss Ka Kehna Hai K Uss Ki Har Baat Pathar Pe Lakeer Hai(Ik Zuban Hai)
Naa Jaanay Hum Se Aisa Kiya Qasoor Ho Gaya Hai
Aur Woh Humaray Qareeb Aatay Aatay Hum Se Duur Chala Gaya =((

Na Woh AnkhoN Ki PaheliyaN Boojhta Hai Aur Na Husn Ki Zubaan
Kabhi Kaan Laga K Suno To Sahi K Mera Kangan Dheere Dheere Kiya Kehta Hai
Dil Ka Darwaza Nahi Kholta, Kehta Hai K Dil K Darwazay Ki KunDi ATak Gayi Hai
Uss K Yeh Bahanay Sun Kar Meri To Zindagi Hi Jal Bhun Gayi Hai
Aisay Lagta HAi K Uss KI Niyyat MeiN Hi Nahi Hai HumeN Chahna
Aur Woh Humaray Qareeb Aatay Aatay Hum Se Duur Chala Gaya =((

YooN Lagta Hai Jaise Tumhari Chup MeiN Koyi Tofaan Chupa Hai
Tumharay Maathay K Ball Meri Jaan Nikal Letay HaiN
Tum Ne Jo Rog Mujhay Laga Diya Hai Uss Se Mere Hosh Thikanay Nahi Rahay
Mera Dil Bhi AaheN Bharta Hai aur Meri AnkhoN Ka Kajal Bhi Sisakta Hai
Baat Baat Par Humara Rona Bhi Ab Mashoor Honay Laga Hai

Aur Woh Humaray Qareeb Aatay Aatay Hum Se Duur Chala Gaya =((

Humari Khvahish Thi K Hum Apnay Tar o Taaza RAng Roop Se Tumhara Dil Behlatay
Tumharay QadmoN MeiN Sar Rakh Detay Aur Tumharay Liay apni PalkeiN Bichatay
SATH To DiloN K Milnay Se Hotay HaiN, Inn Ka Koyi Mol Nahi Hota
Warna NA HEER Ko Zehar Ka Piyala Peena PaRta Aur Na SASSI Registan MeiN BhaTakti
Jo Dil K HathoN Majboor Ho Jata Hai, Woh Hoshmand NAhi Rehta
Aur Woh Humaray Qareeb Aatay Aatay Hum Se Duur Chala Gaya =((

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
ye nazm aap ne likhi hai?

waise jo kalaam jis zuban me likha gaye ussi me parhne me maza aata hai aur samajhne me bhi
bohot achi nazm balke ek tarah ka shikwa hai ya phir apne rab se khud pe beeti dastan ko sunana hai

ek line se hame aiteraz hai
Tumharay QadmoN MeiN Sar Rakh Detay Aur Tumharay Liay apni PalkeiN Bichatay
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

wahhh @shehr-e-tanhayi sis parh li pori nice nzm hai but kon hai wo
zalim to itna qareeb aaty aaty door ho gaya =)) :p
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)
ye nazm aap ne likhi hai?

waise jo kalaam jis zuban me likha jaye ussi me parhne me maza aata hai aur samajhne me bhi
bohot achi nazm balke ek tarah ka shikwa hai ya phir apne rab se khud pe beeti dastan ko sunana hai

ek line se hame aiteraz hai
Tumharay QadmoN MeiN Sar Rakh Detay Aur Tumharay Liay apni PalkeiN Bichatay
Sorry.... main jaldi issay change kar deti hon...

ji main ne khud likhi hai SHOHAR KI FARYAAD bhi main ne khud likhi hai.
yeh sahi kaha aap ne k jis zuban mein likhi ho , ussi mein parhne ka maza aata hai. meri maadri zuban punjabi hai aur is mein likhne ka apna hi maza hai.
jee sahi samjhay k RABB se hi faryaad kartay huvay poocha k aisa kyun hai.:)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Sorry.... main jaldi issay change kar deti hon...

ji main ne khud likhi hai SHOHAR KI FARYAAD bhi main ne khud likhi hai.
yeh sahi kaha aap ne k jis zuban mein likhi ho , ussi mein parhne ka maza aata hai. meri maadri zuban punjabi hai aur is mein likhne ka apna hi maza hai.
jee sahi samjhay k RABB se hi faryaad kartay huvay poocha k aisa kyun hai.:)
jinki fariyad likhe hain unhe bhi sunaye k nahi?
 
shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
jinki fariyad likhe hain unhe bhi sunaye k nahi?
un ko suna k alert kiya hai k aisa sab kuch ho sakta hai...
albata Bhai ko khoob sunayi hai bhabi ko samnay bitha k.... main ne to waise hi sunayi bhai ko.. kehne lagay k tumhen koun khabar de raha hai humaray ghar ki =))
 
Top