Poetry by topic....

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

R3d Ph03nIx

Super Star
Jan 25, 2011
5,302
1,466
813
[SHADOW=5]As Salam Alaikum Dosto...
Ye Hai Meri Entry..Daad O Tahseen Ki Talabgaar..






Jab bahaar aayi to sehraa ki taraf chal nikla
sehan-e-gul chod gaya dil mera pagal nikla

Jab usey dhoondne nikle to nishaan tak na mila
dil mein maujood raha aankh se oojhal nikla

ik mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi
hum jise umar samjhate the woh ik pal nikla


Wo jo afsana ye gham sun k hansa karte thy
itna roye hain k sab ankh ka kajal nikla

hum sakoon dhoondne nikle the pareshaan rahe
shahar to shahar hai jungle bhi na jungle nikla

kaun “Ayub” pareshaan nahi tareeki mein
chaand aflaak pe dil seene mein bekal nikla

[/SHADOW]


very nice sharing by Bahaar... i think this time time Bahaar will win :)
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
so far maine zee bro aur bahaar ka hi parha hai..dono ne bht hi khobsurat sharing ki hai....baqi sab ka baad mei parhonga inshaAllah...
all the best to everyone
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

P3RD4SI

Newbie
Jul 15, 2011
15
7
0
36
London
Bahaar aai to jaise ek baar
LauT aaye hain phir adam se
Vo Khvaab saare shabaab saare
Jo tere honThon pe mar miTe the
Jo miT ke har baar phir jiiye the
Nikhar gaye hain gulaab saare
Jo terii yaadon se mushkbu hain
Jo tere ushshaaq kaa lahuu hain

Ubal pare hain azaab saare
Malaal-e-ahavaal-e-dostaan bhi
Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaan bhi
Gubaar-e-Khaatir ke baab saare
Tere hamaare
Savaal saare javaab saare
Bahaar aai to khul gaye hain
Naye sire se hisaab saare
 

Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
[SHADOW=5]As Salam Alaikum Dosto...
Ye Hai Meri Entry..Daad O Tahseen Ki Talabgaar..






Jab bahaar aayi to sehraa ki taraf chal nikla
sehan-e-gul chod gaya dil mera pagal nikla

Jab usey dhoondne nikle to nishaan tak na mila
dil mein maujood raha aankh se oojhal nikla

ik mulaqaat thi jo dil ko sada yaad rahi
hum jise umar samjhate the woh ik pal nikla


Wo jo afsana ye gham sun k hansa karte thy
itna roye hain k sab ankh ka kajal nikla

hum sakoon dhoondne nikle the pareshaan rahe
shahar to shahar hai jungle bhi na jungle nikla

kaun “Ayub” pareshaan nahi tareeki mein
chaand aflaak pe dil seene mein bekal nikla

[/SHADOW]


ahaaaaaaaaaaan:-bd
very beautfil decorated baharro:x
nyc sharing
and nyc thead amreen siso:x
keep it up dono sisoss:x
{(ok)}
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Bahaar aai to jaise ek baar
LauT aaye hain phir adam se
Vo Khvaab saare shabaab saare
Jo tere honThon pe mar miTe the
Jo miT ke har baar phir jiiye the
Nikhar gaye hain gulaab saare
Jo terii yaadon se mushkbu hain
Jo tere ushshaaq kaa lahuu hain

Ubal pare hain azaab saare
Malaal-e-ahavaal-e-dostaan bhi
Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaan bhi
Gubaar-e-Khaatir ke baab saare
Tere hamaare
Savaal saare javaab saare
Bahaar aai to khul gaye hain
Naye sire se hisaab saare
nice nice nice
 

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E


Bahar Aai Tu Jesay Ek Baar




Bahaar aai to jaise ek baar
LauT aaye hain phir adam se
Vo Khvaab saare shabaab saare
Jo tere honThon pe mar miTe the
Jo miT ke har baar phir jiiye the
Nikhar gaye hain gulaab saare
Jo terii yaadon se mushkbu hain




Ubal pare hain azaab saare
Malaal-e-ahavaal-e-dostaan bhi
Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaan bhi
Gubaar-e-Khaatir ke baab saare
Tere hamaare
Savaal saare javaab saare
Bahaar aai to khul gaye hain
Naye sire se hisaab saare





 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalam o alaikum doston sab hi ne masha'ALLAH se is baar bhi bade hi achhe
achhe umdaah se umdaah tareen ghazaliyat nazmein o ishaar peish kiye hain
ab humare posting ki turn aaiy hai{(gimmefive)}


Waqt e khizaan ke dukh bhula de woh aarzoo hai bahaar
shaakhon ko khoobsurati phoolon ko deti khushboo hai bahaar

udaas chehra veeran jageh ko kar deti hai aabaad woh
tabhi to har shaqhs har har murjhe huwe ki justujoo hai bahaar

na jaane khud dil mein kitne dard liye hoti hai phir bhi
har dost o dushman ke har anjaane ke mehkati pehloo hai bahaar

us ke sangh kuch is tarah se har baar rounaq aa jaaye hai
ke kuch na samajh kehte hain koi jaadoo hai bahaar

chaman se sawal huwa ke kaise jaante ho use to bol para ke
ke jo bhi auron ke liye jeiye unhin se karti guftugoo hai bahaar

***S_ChiragH***

 
  • Like
Reactions: Amreen and ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513


Bahar Aai Tu Jesay Ek Baar




Bahaar aai to jaise ek baar
LauT aaye hain phir adam se
Vo Khvaab saare shabaab saare
Jo tere honThon pe mar miTe the
Jo miT ke har baar phir jiiye the
Nikhar gaye hain gulaab saare
Jo terii yaadon se mushkbu hain




Ubal pare hain azaab saare
Malaal-e-ahavaal-e-dostaan bhi
Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaan bhi
Gubaar-e-Khaatir ke baab saare
Tere hamaare
Savaal saare javaab saare
Bahaar aai to khul gaye hain
Naye sire se hisaab saare





Uma to hai par alreay shared...{(wacko)}
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Assalam o alaikum doston sab hi ne masha'ALLAH se is baar bhi bade hi achhe
achhe umdaah se umdaah tareen ghazaliyat nazmein o ishaar peish kiye hain
ab humare posting ki turn aaiy hai{(gimmefive)}


Waqt e khizaan ke dukh bhula de woh aarzoo hai bahaar
shaakhon ko khoobsurati phoolon ko deti khushboo hai bahaar

udaas chehra veeran jageh ko kar deti hai aabaad woh
tabhi to har shaqhs har har murjhe huwe ki justujoo hai bahaar

na jaane khud dil mein kitne dard liye hoti hai phir bhi
har dost o dushman ke har anjaane ke mehkati pehloo hai bahaar

us ke sangh kuch is tarah se har baar rounaq aa jaaye hai
ke kuch na samajh kehte hain koi jaadoo hai bahaar

chaman se sawal huwa ke kaise jaante ho use to bol para ke
ke jo bhi auron ke liye jeiye unhin se karti guftugoo hai bahaar

***S_ChiragH***

Wah wah wah.....
Ye Apka Nazrana e aqeedat hum humesha yad rakhenge....
Apki kaavish ki hum daad dete hain....
Khush rahen...
 

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Assalam o alaikum doston sab hi ne masha'ALLAH se is baar bhi bade hi achhe
achhe umdaah se umdaah tareen ghazaliyat nazmein o ishaar peish kiye hain
ab humare posting ki turn aaiy hai{(gimmefive)}


Waqt e khizaan ke dukh bhula de woh aarzoo hai bahaar
shaakhon ko khoobsurati phoolon ko deti khushboo hai bahaar

udaas chehra veeran jageh ko kar deti hai aabaad woh
tabhi to har shaqhs har har murjhe huwe ki justujoo hai bahaar

na jaane khud dil mein kitne dard liye hoti hai phir bhi
har dost o dushman ke har anjaane ke mehkati pehloo hai bahaar

us ke sangh kuch is tarah se har baar rounaq aa jaaye hai
ke kuch na samajh kehte hain koi jaadoo hai bahaar

chaman se sawal huwa ke kaise jaante ho use to bol para ke
ke jo bhi auron ke liye jeiye unhin se karti guftugoo hai bahaar

***S_ChiragH***

Masha Allah saif...bohat hi nice sharing hai aapki....:)
 
Status
Not open for further replies.
Top