plz help?

  • Work-from-home

sasha1989

Newbie
Oct 10, 2010
32
14
0
ASALAM O ALIKUM friends?
mera sawaal ye hai k islam main unki shadi haram hai jin k shadi se pehly najaiz taluqat hon?or agar un donon ko shadi se pehly ye pata chala to is ka kya koi kafara hai ? i mean to say k ab wo shadi rook b nahi sakty or a gar karain gy to unki shadi haram ho gi?plz mjhy jald az jald is masly ka hal batain?thx
:|
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

Wa Alaykum Assalam Wrwb

shadi se pehle ho ya shadi k baad kisi k sath najayaz talluqat rakhna islam me haram hai aur ye kabira gunahon me se hai

agar islami hukumat ho to inko iski saza degi jo shariat ne muqarrar ki hai

abhi unko chahiye k wo dil se nadamat k sath Allah se maafi mange aur ainda aisa na karne ka ahad karen

baki apko aur kuch wazahat chahiye to puch sakte hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
sasha1989

Newbie
Oct 10, 2010
32
14
0
thx for ur reply....i m new member mjhy umeed nahi thi k koi reply kary ga.............jst want 2 ask k shariat ne ki saza muqarra ki hai plz explain....
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
thx for ur reply....i m new member mjhy umeed nahi thi k koi reply kary ga.............jst want 2 ask k shariat ne ki saza muqarra ki hai plz explain....
shariat ne shadi shuda zani k liye rajam aur gair shadi shuda k liye sau kode rakhe hain
insha Allah apko tafseel me dalail k sath nxt post me batayenge Jazakallah khair
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
An-Nur (24) Ayat (verse) No.: 2

الزَّانِيَةُ وَالزَّانِي فَاجْلِدُوا كُلَّ وَاحِدٍ مِّنْهُمَا مِئَةَ جَلْدَةٍ وَلَا تَأْخُذْكُم بِهِمَا رَأْفَةٌ فِي دِينِ اللَّهِ إِن كُنتُمْ تُؤْمِنُونَ بِاللَّهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ وَلْيَشْهَدْ عَذَابَهُمَا طَائِفَةٌ مِّنَ الْمُؤْمِنِينَ
The adulterer and the adulteress , scourge ye each one of them ( with ) a hundred stripes . And let not pity for the twain withhold you from obedience to Allah , if ye believe in Allah and the Last Day . And let a party of believers witness their punishment .

zina kaar aurat o mard me se har ek ko sau(100) kode lagao, in par Allah ki shariat ki hadd jaari karte huye tukhe hargizz taras na khana chahiye, agar tumhe Allah par aur qayamat k din par imaan ho, inki saza k waqt musalmano ki ek jamat maujood honi chahiye

aur hadees me hai k

phir jab sure noor ki aayat nazil huyi Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne farmaya k Allah tala ne jo wada farmaya tha iska iske mutabik badkar mard o aurat ki mustaqil saza muqarar kardi gayi hai, wo tum mujhse sikhlo. aur wo hai kunware (gair shadi shuda) mard aur aurat k liye sau(100) sau(100) kode aur shadi shuda mard o aurat ko sau(100) sau(100) kode aur sangsar k zariye mardena sahi muslim kitab ul hudood bab hadd alzaani- walsanan

phir Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne shadi shuda zanion ko amlan sazayen rajm di aur (so kode jo choti saza hai) badi saza me madgum hogayi aur ab shadi shuda zanion k liye sirf rajm (sangsar) hai

umeed hai apko is aayat aur hadeeson se wazahat hogayi hogi k zanion ki kya saza hai mazeed aap kuch janna chahte hain to puch satke hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
sasha1989

Newbie
Oct 10, 2010
32
14
0
thank you so much SAVIOU.....agar or kch pochna hoa to kisi or thread main poch lon gi...thx once again.......ALLAH apko is ka ajar o sawab dy..(amin)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
thank you so much SAVIOU.....agar or kch pochna hoa to kisi or thread main poch lon gi...thx once again.......ALLAH apko is ka ajar o sawab dy..(amin)
Aameen :)
jee zaroor Allah apki mushkilat ko door kare Aameen

Saviou bhai Allah aap kO jaza-e-khair Day
mashAllah buhut Achi tarah Samjaya hai aap nay
Aameen :)
Jazakallah khair Janab
 
Top