piyarpiyarpiyar collection

  • Work-from-home

piyarpiyarpiyar

Active Member
Jan 7, 2009
355
192
1,143
ye meri apni poem he
poems likhi to pata nahi kitni hai mene
aaj tak
magar yaha is section me pheli dafa send kar raha ho
omeed he pasand aigi


apna/sapna

kabhi kabhi (koi shaks) kesa hota he
apna hokar bhi (gher jesa) hota he

(jis ko) sab kuch,log apna samaj lete hai
aksar (wohi log) dhoka kio dete hai

hota ye he kh (wo apna) kabhi apna nahi hota
jhot (hota he ye) sach kabhi ye sapna nahi hota

(jis ki) yaad me aksar raat ankho me gozar jati he
asliyat (uski) ham ko bohat derr me nazar ati he

ank jab (is khoab) se hamari kholti he
bas phir zindagi (ishi gam) me sari gholti he

kh (jo shaks) ankho ka sapna howa karta tha
gher nikla (wo jo) kabhi apna howa karta tha


from
piyarpiyarpiyar

 

piyarpiyarpiyar

Active Member
Jan 7, 2009
355
192
1,143
shokriya janab jald hi kuch or pesh karo ga

---------- Post added at 12:19 PM ---------- Previous post was at 11:55 AM --------


---------- Post added at 12:20 PM ---------- Previous post was at 12:19 PM ----------

ye ashar bhi mene kisi apne k liye likhe the
shayad aap ko pasand ai

piyara piyara

SAMONDAR SE MOTI DHOND NA TO HE ASAAN
PAR AAP KI TAREEF KAHA KAR PAI GA YE INSAAN

MUOTI SE TASH BI DO MAI AAP KO AQAL KO YE GAWARA NAHI
KESE KAHO YAAR KH AAP JESA TO KOI PIARA NAHI


from
piyarpiyarpiyar
 

piyarpiyarpiyar

Active Member
Jan 7, 2009
355
192
1,143
MAI NE AAP LOGO KO THREAD K SHORO ME HI ARZKIYA THA KE ME KAFI POEMS LIKH CHOKA HO KAFI JAGHO PE
ESE HI AIK POEM MENE LIKHI THI APNI BIMARI PAR KISI FORAM PE
BOHAT PASAND KI GAII THI AAP BATAI AAP KO MERI BIMARI KESI LAG
I MEAN POEM KESI LAGI{(yahoo12)}

YAAR ME HO BIMAAR


MUJKO ZARA KHANSI HE
BAS ZIADA NAHI ZARA SI HE

PAR SINA BOHAT KHARAB RHETA HE
NAZLA BHI BEHISAAB RHETA HE

KIA KARO KE NAZLA BHI THIK HO JAI
SINA BHI SAAF HO OR KHANSI KO BHI ARAAM AI

HO KOI DAWA TO MUJKO BATANA
NAZLA LAGA HOWA HE MUJKO SADA KA PORANA

FROM
PIYARPIYARPIYAR
 
  • Like
Reactions: RedRose64

piyarpiyarpiyar

Active Member
Jan 7, 2009
355
192
1,143
mujpe kisi ne ilzam lagaya tha k me call senter itna fone karta ho kh waha ke bande bhag jate hai to mene uske jawab me ye poem likhi thi aap bhi check karai{}{456


call senter


Din bhar ki thahkawat me ese hi owtaarta tha
call senter fone kar ke gappe marta tha

kabhi mobail ko hant nahi lagaya kisi dhang ke kaam se
magar call senter call ki subha tak sham se

free me unse baat karte mujhe jo aik saal hogaya tha
phir bechare call senter walo ka ye haal hogaya tha

kh call atend karte howe wo ghabrate the
kahi dosri taraf me hi na niklo wo dar jate the

kher darne se to koi masla hal nahi hota
wese bhi thik mera mobail aaj kal nahi hota

najane us me kia kharabi aii he
shayad call senter walo ki koi doa rang laii he

from
piyarpiyarpiyar
 
  • Like
Reactions: RedRose64

piyarpiyarpiyar

Active Member
Jan 7, 2009
355
192
1,143
BAKRA MANDI


SOCHA IS DAFA EAD HAM BHI MANAI GE
BAKRA LENE BAKRA MANDI JAI GE

BAKRE KA SUCH KAR DIL LALCHA RAHA THA
NAJANE KAB SE KHOABO ME MAI BAKRA MANDI JA RAHA THA

JAB MOKA MILA TO MAI MANDI POCHA
KIMAT POCHI JO BAKRE KI TO MAI CHOKA

KIMAT SUN KAR BAKRE KI MERA MO KHOLA KA KHOLA RHE GAYA
NAJANE MAI KESE IS DAHCH KE KO SEH GAYA

QIMATAI ASMAAN PAR THI OR BAKRA ZAMEEN PE KHARA THA
PHIR KUCH DERR BAAD MAI BHI MANDI MAI BEHOSH PARA THA

HOSH AYA JO MUJKO TO KHUD KO GHAR KE BISTAR PE PAYA
YE DEKH KAR MAI NE SOCHA MAI YAHA KESE AYA

PHIR SOCHNE PE KHAYAL AYA JO DEKHA SAB KHOAB THA
MAGAR JO BHI DEKHA SACH MAI BOHAT KHARAB THA

PAR MAI IS KHARAB KHOAB KO ZIADA NAHI SOCH NA CHARAHA THA
KIO KE AGLE DIN MAI WAQAII MAI MANDI JA RAHA THA

from
piyarpiyarpiyar
{(yahoo12)}


 
  • Like
Reactions: SaRkaR

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
MAI NE AAP LOGO KO THREAD K SHORO ME HI ARZKIYA THA KE ME KAFI POEMS LIKH CHOKA HO KAFI JAGHO PE
ESE HI AIK POEM MENE LIKHI THI APNI BIMARI PAR KISI FORAM PE
BOHAT PASAND KI GAII THI AAP BATAI AAP KO MERI BIMARI KESI LAG
I MEAN POEM KESI LAGI{(yahoo12)}

YAAR ME HO BIMAAR


MUJKO ZARA KHANSI HE
BAS ZIADA NAHI ZARA SI HE

PAR SINA BOHAT KHARAB RHETA HE
NAZLA BHI BEHISAAB RHETA HE

KIA KARO KE NAZLA BHI THIK HO JAI
SINA BHI SAAF HO OR KHANSI KO BHI ARAAM AI

HO KOI DAWA TO MUJKO BATANA
NAZLA LAGA HOWA HE MUJKO SADA KA PORANA

FROM
PIYARPIYARPIYAR
Isiliye kahte hain k zyada icecream na khaya karo
aur na roohe afza ki bottles khatam karo be hisab..
accha HAMDARD ki NAZLAIN le lijiye..
Aaram ajayga...
{(wacko)}{(wacko)}
 
  • Like
Reactions: piyarpiyarpiyar
Top