Maut:
Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai,
Dukh ki dhoop ke agey sukh kasaya hai,
Hum ko in sasti khushiyon ka bhoj na do,
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hai,
Jhoot to kaatil thehra, is ka kyarona,
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hai,
Pedaayesh ke din se maut ki zadd mein hain,
Iss maktal mein kon humain le aya hai,
Sadiyon se insaan yeh sunta aya hai,
Dukh ki dhoop ke agey sukh kasaya hai,
Hum ko in sasti khushiyon ka bhoj na do,
Hum ne soch samajh ke gham apnaya hai,
Jhoot to kaatil thehra, is ka kyarona,
Sach ne bhi insaan ka khoon bahaya hai,
Pedaayesh ke din se maut ki zadd mein hain,
Iss maktal mein kon humain le aya hai,