i'm back!
Mirza bhai! Asal mein jo staff kam karta hy unki bhi majboori hy. Uae mein total kitnay paksitani hain. Counter pr aik staff misal ke tor pr 100 customer ko deal karta hy or agar 99 ka kaam sahi ho jay or aik ka nahi to phir koi bhi uske 99 achy kaam ko appreciate nahi karta.
Mujeh yeh batao ke abu dhabi mein kitnay aisay pakistani hain jinhoon ne yeh kaha ho k hum volunteerly service embassy ka liyeh karna chahtain hain.
Phir! Jo counter pr deal kr raha hota hy woh uski zemadari hoti hy sb documents, data feed, entries correct karain. Zahir hy us k liyeh time to lagy ga hi.
Agar yehi pakis kisi foreign minitry mein jaatain hain to choo bhi nahi kartain.