Oraat and Wazu

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Assalam O Alykum

Mughe wazu se related koch quests pochnay hain

1st..kia jab namaz k lie wazu kia ja raha ho to orto ka sir pay dupata urhna lazmi ha, because bohat se khawateen nai pehnti.. is se related already QTV pay bataya gaya ha k jab gher may na-mehraan mojood na ho to bayshak khuwateen dupata na pehnain..so ye baat wazu se kis had tak link karti ha

2nd quest ha mairi ami bohat dantti hain jab b wazu k baad face se pani saaf kia jay, wo hamesha yei kehtin hain k isi tarhaan namaz parho geelay face k sath, ye baat kis had tak sahi ha?

3rd quest kia nahanay k doraan wazu kia jata ha us se namaz parhi ja sakti hai?

w8ing for ur replies
 
New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
mene bhi yhi sun rkha he or read bhi kiya he k wzu krne k baad jo paani tapakta he wo asal me haamarey gunaah jharte hain..nd ghusal k doraan wazu krte hain or us se nmaaz bhi prhi ja skti he..
1st ques ka mjhe khaas pta nhi..saviou bhai btayen ge theek se..{(gimmefive)}
 
NamaL

Super Star
Nov 18, 2010
8,506
3,891
1,313
3.Ans
wazu kerty waqat jitny qatry wazu k paani k girte han utne gunah maaf hoty han
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalam O Alykum

Mughe wazu se related koch quests pochnay hain

1st..kia jab namaz k lie wazu kia ja raha ho to orto ka sir pay dupata urhna lazmi ha, because bohat se khawateen nai pehnti.. is se related already QTV pay bataya gaya ha k jab gher may na-mehraan mojood na ho to bayshak khuwateen dupata na pehnain..so ye baat wazu se kis had tak link karti ha

2nd quest ha mairi ami bohat dantti hain jab b wazu k baad face se pani saaf kia jay, wo hamesha yei kehtin hain k isi tarhaan namaz parho geelay face k sath, ye baat kis had tak sahi ha?

3rd quest kia nahanay k doraan wazu kia jata ha us se namaz parhi ja sakti hai?

w8ing for ur replies
Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

masha Allah kaafi mufeed sawal puchte hain aap
pehle to apko mohkhtasaran jawab dedete hain phir tafseel aur dalail se samjhayenge

1. wazoo k liye ye zaroori nahi k aap ka sar dhaka hua ho kyun k gusl ki shuruat bhi wazoo se hoti hai to aap gusl sar dhank kar nahi karte

2. Allah k Rasul sallellahu alayhi wasallam ka mamoor tha k aap wazu k baad usko kapde se saaf nahi karte aise hi chor dete to apki ammi sahi kehti hain

3. gusl ki shuruat me jo wazu kiya jata hai agar nahane k dauran hath sharmgah ko na laga ho to wohi wazu namaz k liye kaafi hai agar shak ho ya hath laga ho to naya wazu karlena chahiye

baki dalail k sath apko samjhayenge insha Allah

Allah hame deen ki sahi samajah aata farmaye Aameen
 
JAZAKALLAH bro

ap ne mairi sab confusion dore kar de:)
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...

Ameen
JazakALLah khair...
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Assalam O Alykum

Mughe wazu se related koch quests pochnay hain

1st..kia jab namaz k lie wazu kia ja raha ho to orto ka sir pay dupata urhna lazmi ha, because bohat se khawateen nai pehnti.. is se related already QTV pay bataya gaya ha k jab gher may na-mehraan mojood na ho to bayshak khuwateen dupata na pehnain..so ye baat wazu se kis had tak link karti ha

2nd quest ha mairi ami bohat dantti hain jab b wazu k baad face se pani saaf kia jay, wo hamesha yei kehtin hain k isi tarhaan namaz parho geelay face k sath, ye baat kis had tak sahi ha?

3rd quest kia nahanay k doraan wazu kia jata ha us se namaz parhi ja sakti hai?

w8ing for ur replies
walaikum salam
kafi ache aur mufeed questions poch rahe hai
which everyone needs to have info about....
so keep asking....
hamare knowledge mei bhi isafa hojaegi:)
thanks
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada

walaikum salam
kafi ache aur mufeed questions poch rahe hai
which everyone needs to have info about....
so keep asking....
hamare knowledge mei bhi isafa hojaegi:)
thanks
thxz MSC
ya maira maqsad yei ha k sab tak ye info jaye tab he sab k smanay poch rahi hoon..
 
Manahel.Fatima

Regular Member
Yes dear covering your head is good thing i have read some where that one time Hazrat Jibreel was standing outside the house then Holy prophet ask why not you enter the house then He told him that Hazrat Aisha head is not covered. So if we not covered our head then it means that the angels cannot came to our house.
2nd question is their is nothing written in books that you cannot wipe your face so you can dry up your face.
 
  • Like
Reactions: RedRose64
Top