Niaaz karna sahi hai ya nhi?

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
walaikum assalam shazaib bhai bahot accha sawal kia aapne jazakAllah khair.Allah taala quran e majeed me irshaad farma raha hai.

إِنَّمَا حَرَّمَ عَلَيْكُمُ الْمَيْتَةَ وَالدَّمَ وَلَحْمَ الْخِنزِيرِ وَمَا أُهِلَّ بِهِ لِغَيْرِ اللَّـهِ ۖ فَمَنِ اضْطُرَّ غَيْرَ بَاغٍ وَلَا عَادٍ فَلَا إِثْمَ عَلَيْهِ ۚ إِنَّ اللَّـهَ غَفُورٌ رَّحِيمٌ﴿١٧٣
تم پر مرده اور (بہا ہوا) خون اور سور کا گوشت اور ہر وه چیز جس پر اللہ کے سوا دوسروں کا نام پکارا گیا ہو
حرام ہے پھر جو مجبور ہوجائے اور وه حد سے بڑھنے واﻻ اور زیادتی کرنے واﻻ نہ ہو،
اس پر ان کے کھانے میں کوئی گناه نہیں، اللہ تعالیٰ بخشش کرنے واﻻ مہربان ہے
(173)

is aayath se hame pata chalta hai k nazar sirf Allah ki maani jaani chahiye.dosron ki nazr o niaz karna sahih nahi.

isi tarha surah ad dahar aayath no 7-8 me Allah taala is taaluq se farma raha hai k "wo apni nazren poori karte hain aur bawajood ye k inko taam ki khud khawahish hai miskinon yateemaon aur qaidiaon ko khilaate hain."

aur ye bhi ek haqeeqat hai k Allah k siwa nafa o nuqsan ka zummedar koi nahi sab isi k haath ki baat hai .isliye hame nazar o niaz bhi isi ki karni chahiye.​
 

$h@hz@ib

Newbie
Jul 21, 2010
21
7
503
hyderabad
Agar allah ka naam le kar niaaz kia jaye to sahi hai?

---------- Post added at 06:55 PM ---------- Previous post was at 06:46 PM ----------

Agar allah ka naam le kar niaaz kia jaye to sahi hai?
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Agar allah ka naam le kar niaaz kia jaye to sahi hai?

---------- Post added at 06:55 PM ---------- Previous post was at 06:46 PM ----------

Agar allah ka naam le kar niaaz kia jaye to sahi hai?
ek shaqs Allah k nabi(pbuh) k paas aaye aur sawal kia k main maqam e bawana par kuch oonth(camel) zubah(qurban) karna chahta hon.to Allah k nabi(pbuh) ne kaha k kia wahan par mushrikeen ka koi butt to nahi tha?kaha aye Allah k nabi(pbuh) nahi wahan koi butt nahi tha.to kia wahan par koi urs ya mela to nahi tha?kaha aye Allah k nabi(pbuh) mela bhi nahi tha.to Allah k nabi(pbuh) ne kaha k jao apni nazar apni mannat ko poori karlo.

is sahih hadees se hame is baat ka pata chalta hai k Allah ka naam lekar bhi ksi aisi jagah ya ksi khaas maqsoos maqam par nazar nahi ki jasakti jahan par shirk ka shaayeba ho.chejaaye k Allah ka naam lekar hi ye amal kia jaaye.
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
ek shaqs Allah k nabi(pbuh) k paas aaye aur sawal kia k main maqam e bawana par kuch oonth(camel) zubah(qurban) karna chahta hon.to Allah k nabi(pbuh) ne kaha k kia wahan par mushrikeen ka koi butt to nahi tha?kaha aye Allah k nabi(pbuh) nahi wahan koi butt nahi tha.to kia wahan par koi urs ya mela to nahi tha?kaha aye Allah k nabi(pbuh) mela bhi nahi tha.to Allah k nabi(pbuh) ne kaha k jao apni nazar apni mannat ko poori karlo.

JazakAllah is hadees se ye baat bhi wazah hoti hai ke shirk jaisi batoon se ijtinaab ka yaqeen hone ke baad koi niyaz karey toe woh mana nahi hai Allah ke naam pe woh niyaz kar sakta hai :)
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
may to koe comments nae donge ab kabe b...
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Aur aik baat aur bhi wazah karna chahon ga ke aik baat ko ghalat concept main lya jata hai ke Jaise Hazrat Muhammad S.A.W ki niyaz hai basically woh Niyaz jo hoti hai woh Allah ke naam pe ki gai hoti hai magar us ki barkat woh banda Nabi Pak S.A.W ko pohchana chahta hai. is hawale se log ghalat concept lete hain ke kisi aur ke naam ki niyaz ke jab ke asal main aisa kuch bhi nahi Niyaz Sirf Allah ke lye hoti hai aur us ka sawab jis ko pohchana hota hai us ka naam lya jata hai JazakAllah
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

JazakAllah is hadees se ye baat bhi wazah hoti hai ke shirk jaisi batoon se ijtinaab ka yaqeen hone ke baad koi niyaz karey toe woh mana nahi hai Allah ke naam pe woh niyaz kar sakta hai :)
[/QUOTE]

Allahi baarik feek zeeshan
ji han agar wahan koi shirk ka guman naho aur wahan nahi koi mela ya urs lagta ho to wo apni nazr o niaz Allah k naam se karsakta hai.inshaAllah.
 

standford

Newbie
Feb 15, 2012
8
0
0
42
London
Hadees ki kitabu me aisi koi sahi hadees nahi hai niyaz aur fateha karana ki......................lehaza niyaz fateha karana quran aur hadees se sabit nahi hai.............
 

Fitna e Dil

Newbie
Apr 22, 2012
47
46
318
غیر اللہ کے نام کی نزر مانا حرام ہے ۔ اور اللہ کے نام کی نظر بانا جائز ہے لیکن پسندیدہ نہیں۔ اب آپ خود ہی سوچیں کے نزر مانا ایک طرح کی لالچ ہے۔ اگر میرا یہ کام ہوگیا تو میں اتنا مال صدقا کرونگا/کرونگی۔
ارے مسلمانوں کو تو بغیر کسی لالچ کے صدقہ و خیرات کرنا چاہیے منت کی کوئی خاص حاجت نہیں۔ لیکن اب لوگوں نے نا جانے کیا کیا کام بنا لیے ہیں اب تو لوگ منت سے ہی امید کرتے ہیں کہ ہمارے کام کردے گی۔
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
غیر اللہ کے نام کی نزر مانا حرام ہے ۔ اور اللہ کے نام کی نظر بانا جائز ہے لیکن پسندیدہ نہیں۔ اب آپ خود ہی سوچیں کے نزر مانا ایک طرح کی لالچ ہے۔ اگر میرا یہ کام ہوگیا تو میں اتنا مال صدقا کرونگا/کرونگی۔
ارے مسلمانوں کو تو بغیر کسی لالچ کے صدقہ و خیرات کرنا چاہیے منت کی کوئی خاص حاجت نہیں۔ لیکن اب لوگوں نے نا جانے کیا کیا کام بنا لیے ہیں اب تو لوگ منت سے ہی امید کرتے ہیں کہ ہمارے کام کردے گی۔

agree wid u..
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
غیر اللہ کے نام کی نزر مانا حرام ہے ۔ اور اللہ کے نام کی نظر بانا جائز ہے لیکن پسندیدہ نہیں۔ اب آپ خود ہی سوچیں کے نزر مانا ایک طرح کی لالچ ہے۔ اگر میرا یہ کام ہوگیا تو میں اتنا مال صدقا کرونگا/کرونگی۔
ارے مسلمانوں کو تو بغیر کسی لالچ کے صدقہ و خیرات کرنا چاہیے منت کی کوئی خاص حاجت نہیں۔ لیکن اب لوگوں نے نا جانے کیا کیا کام بنا لیے ہیں اب تو لوگ منت سے ہی امید کرتے ہیں کہ ہمارے کام کردے گی۔
shi hy bro:)
dunia lalchi hy
sb kch Allah ka dia hy pir b ana k mera kmaya hy or uske die maal se khrch krne shrt lgate hy mannt krte hy
 
Top