18 ropay fi paper marking nay na’seraf binae chein li hai balkah qatal-o-gharat ka bazaar garam kar diya hai. Es main tabdili lanay ki zarorat ko nazar andaz karna danista tilimi miyar ka baira gharaq kanay kay mutradaf ho ga.
"Dr.uncle paper ki bat to chorain ap baki sab cheezain he dekh lein kia wo sab zulm nahe?"
yahaan en hawaloon say motalaq guftagu kayoon nahain kartay??????????????
khul kar kaho
amal nahain ho ga na'sahi,
baat to samay aa'ay gi.
hamaray mulak main taleem ko kundi churi say kata ja raha hai.
ustad bai'waqar ho giya hai.
darust,
hamain apnay andar k insan ko zinda karna ho ga warna aata kal hamaray khisay main galiaan dalay ga. hum kam az kam nishan'dahi to kar saktay hain.
tovajo k liay shukarreya.