ye kia pathano pathano laga rakhi haLaal Gulaab aap @shehr-e-tanhayi ke jaib ki rakhwali chorh dejiye plzzzzzzzzz
Yeh aik process hai ........... Sisoo hamain dawat dengi aur hum jaty hue kuch saath le jaengy
aur yeh process abhi shuru hoga kyun keh hum pathano main aik kahawat mashoor hai jis ke maani hain keh Gham aur Khushi ke mawaqe ki mubarak baad kabhi puraani nahi hoti jab miley yeh fareeza sar anjaam do aur wesy bhi humain to ab pata chala na keh ghar le chuki ...
Pakistani ya Muslim bol dein.. ya idhr ki language may Desi log keh lein
waisay aik to bechari ka ghr lene pay itna khercha agaya ha.. or ab ap logo ko wo he treat b day.. ye to insaaf na howa na.. ulta ap logo ko chaiye k apni behan ko treat dein.. or dawat pay bulayein