My ghazal for Bahaar sis

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Assalamo alaikum doston aur yeh woh ghazal jo mene meri pyari si dost
aur laadli si behna Bahaar ke liye likhi thi wohi contest wali ghazal
mene socha yahaan bhi peish kar doon dar asal wahan iske tamaam
ashaar bhi nahin aaye the naa to is liye dubaara yahan share kar
raha hoon

Singhar ki subko zarurat parti hai

faqat Bahaar saadgi me jachti hai

mein nahin kehta ye nahin larti
per na haq se hi yeh ulajhti hai

surat iski nurani hai be inteha ke
har rouz ye Quran pak parhti hai

iske iqhlaq ki gawahi sub dete hain
achhe se subhi ka adab karti hai

jis taraf raah e haq jaata hai
ye us hi simt aksar chal parti hai

jahan baqiya gehna maangte hain
wahin Bahar apne haya se sajti hai

KHUDA ise sada kamyab rakhe ye
har khizaan ko bahaara karti hai

sada ke liye khush bakht hote hain
jin se ik baar bhi Bahaar milti hai

**"S_ChiragH"**
ohhhhhh........................ye meine pahle kyun nhi dekhi?
Bhayi Saifooooooooooooo bht bht achi likhi hai..
itna pyara dedication wo bhi Bahaara k liye?thnxxx bhayii
Allah apko khush rakhe,bht sari ilm ki daulat ata kare..deen o akhirat me bhalayi naseeb ho,apne husne e ikhlaq se yunhi sabka dil jeet'te raho...Kamyaabi o shadmani ki manzilen tah karte raho..
Ameen Ya Rabbul alameen
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK


ohhhhhh........................ye meine pahle kyun nhi dekhi?
Bhayi Saifooooooooooooo bht bht achi likhi hai..
itna pyara dedication wo bhi Bahaara k liye?thnxxx bhayii
Allah apko khush rakhe,bht sari ilm ki daulat ata kare..deen o akhirat me bhalayi naseeb ho,apne husne e ikhlaq se yunhi sabka dil jeet'te raho...Kamyaabi o shadmani ki manzilen tah karte raho..
Ameen Ya Rabbul alameen
Hmmmm aap hi ko pata hoga
ke aap ne pehle kyun nahin dekhi:-/

hum ne to kabki share ki hai
anywayz
duaon ke liye aur ghazal ko
pasand karne ke liye tahe dil
se shukria Bahaar behna
 
Top