Mujh ko yeh bhi nahi maloom k kahan rehta hai...

  • Work-from-home

New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
Mujh ko yeh bhi nahi maloom k kahan rehta hai
jo k chalti hui saanso main ranwa rehta hai

Yun to her tarha se weeran hai dil ki basti
bin bataye hi koi laikin yahan rehta hai!
...
ub kissi raat main jalta nahi koi charagh
sham se buss us ki yadon ka dhunwan rehta hai

koi 2 din ko jo jata hai mehman dil main
woh chala jai to phir uska nishan rehta hai

aks uska nazar ata hai her ik cheez main mohsin
raat din buss uska hi gummaan rehta hai...
 
  • Like
Reactions: Zee Leo
Top