aray yaar to fir sharing hi kyun karte ho ikhtilaafi masayel ko yahan.Aaraaf bro jo jaisa karta hai us ko waisa karne den aap apna imaan aur amal dekhen so kisi ko bhi target karne se behtar hai ke topic pe raha jaye toe zyada behtar hai umeed hai aap meri baat ka maqsad samajh chuke honge