~**Meri Pyari Maa**~

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513




M
any times, you wish she wasn’t around.

O
ften times, you yearn for her shoulder to cry on.

T
enderly she wraps her arms around you.

H
umble are the words to describe her love.

E
ternal adoration embraces every thought of her.

R
emembering her brings admiring tears.





Hogaye Jawan Bachay Burhi Ho Rahin Hain MAA,
Be-chirag Ankhon Mein Khuwab Bo Rahin Hain MAA,

Roti Apnay Hissay Ki De K Apnay Bachon Ko,
Sabar Ki Rida Orhay Bhuki So Rahin Hain MAA,

Saans Ki Mariza Hai Phir Bhi Thanday Pani Se,
Kitni Shakat Sardi Mein Kapray Dho Rhain Hain MAA,

Ghair Ki Shikayat Par Phir Kisi Shararat Par,
Mar Kar Mujhe Khud Bhi Ro Rahin Hain MAA....!!!!




میری ماں کو بلا دے کوئی

ورنہ مجھـ کو ہی سلا دے کوئی

مجھـ کو بستر کی عادت ہی نہیں

اپنی گودی میں جھولا دے کوئی

شاید آ جائیں رونہ سن کر

مجھـ کو بے وجہ رولا دے کوئی

میں نے کئی روز سے نہیں کھایا

اس محبت سے کھلا دے کوئی

مجھـ کو خواہش نہیں ملے دنیا

مجھـ کو ماں سے ملا دے کوئ






Abhi zinda hai MAA meri mujhe kuch bhi nahi hoga
main ghar sey jab nikalta hun DUAA bhi sath chalti hai.!!

Munawwar MAA ke aagey yun kabhi khul kar nahi roona
jahan buniyad ho itni nami achih nahi hoti.!!

iss tarah mere gunahun ko wo dho deti hai
MAA bohat ghussey mein hoti hai tou roo deti hai.!!

ab bhi chalti hai jab aandhi kabhi gham ki RANA
MAA ki mumta mujhe bahun mein chuhpa leti hai.!!

kisi ko ghar mila hissey mein ya koi dukan ayii
main ghar mein sab sey chohta thah mere hissey mein MAA ayii.!!

 

*lucky*

Newbie
Aug 9, 2010
4,386
1,581
0
sweet home
میری ماں کو بلا دے کوئی


ورنہ مجھـ کو ہی سلا دے کوئی

مجھـ کو بستر کی عادت ہی نہیں

اپنی گودی میں جھولا دے کوئی

شاید آ جائیں رونہ سن کر

مجھـ کو بے وجہ رولا دے کوئی

میں نے کئی روز سے نہیں کھایا

اس محبت سے کھلا دے کوئی

مجھـ کو خواہش نہیں ملے دنیا

مجھـ کو ماں سے ملا دے کوئ


aisa hi main b chahti hoon

kaash mujhy maan say mila day koi.....

superbbbb sharing :)


 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
subhan Allah bohot hi umdah bahar

Maa k bare me jitna kaha jaye kam hai khud parwardigar ne Maa ko wo moqaam aata kiya hai

aur sirf Maa hi nahi balke Baap bhi ye dono ko agar ham ne razi nahi kiye to Allah ko razi nahi kiye

Jazakallah khair


Khuda ney hum per kitna bara ehsaan kia hai,
Maa Baap ko humay tohfay may jo dia hai,

Her mushkil may humain Maa ne apne daman may chupaya hai,
Jub bura waqt aya to Baap ne sinay say lagaya hai,

Bachpan may Maa ne lo'ori suna ker sulaya hain,
Baap ne ungli pakar kay chalna sikhaya hai,

Apne mu ka niwala Maa nay humain khilaya hai,
Or Baap nay humara Dil khilono say behlaya hai,

Jis ne Nao (9) Maheenay pait may rakh ker humain sambhala hai,
Or jis ne humain rootay howe hansaya hai,

Yaro ye wo do hastiyan hain jisay Khuda nay Maa Baap kay naam say banaya hai.


 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~ and Huda

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
میری ماں کو بلا دے کوئی


ورنہ مجھـ کو ہی سلا دے کوئی

مجھـ کو بستر کی عادت ہی نہیں

اپنی گودی میں جھولا دے کوئی

شاید آ جائیں رونہ سن کر

مجھـ کو بے وجہ رولا دے کوئی

میں نے کئی روز سے نہیں کھایا

اس محبت سے کھلا دے کوئی

مجھـ کو خواہش نہیں ملے دنیا

مجھـ کو ماں سے ملا دے کوئ


aisa hi main b chahti hoon

kaash mujhy maan say mila day koi.....

superbbbb sharing :)


Lucky Khuda tumko har khushi ata kare Sis..
tumhari har murad puri ho..
Tumko duniya ki har khushi mile..
Lekin Maa ki kami koi puri nahi kar sakta...Lekin phir bhi tum Khush raho..Ameen...
 

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
subhan Allah bohot hi umdah bahar

Maa k bare me jitna kaha jaye kam hai khud parwardigar ne Maa ko wo moqaam aata kiya hai

aur sirf Maa hi nahi balke Baap bhi ye dono ko agar ham ne razi nahi kiye to Allah ko razi nahi kiye

Jazakallah khair


Khuda ney hum per kitna bara ehsaan kia hai,
Maa Baap ko humay tohfay may jo dia hai,

Her mushkil may humain Maa ne apne daman may chupaya hai,
Jub bura waqt aya to Baap ne sinay say lagaya hai,

Bachpan may Maa ne lo'ori suna ker sulaya hain,
Baap ne ungli pakar kay chalna sikhaya hai,

Apne mu ka niwala Maa nay humain khilaya hai,
Or Baap nay humara Dil khilono say behlaya hai,

Jis ne Nao (9) Maheenay pait may rakh ker humain sambhala hai,
Or jis ne humain rootay howe hansaya hai,

Yaro ye wo do hastiyan hain jisay Khuda nay Maa Baap kay naam say banaya hai.


Ji Ji beshak...maa Baap ka nemul badal koi nahi..
bahut umda kaha aapne...thankxx..
 
Top