Meray Bachpan K Din

  • Work-from-home

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
AssalamO Alaikum Dear Members
Noor Afridi
Aik baar phir Aik New Thread k Saath aap ki khidmat may hazir hain
kehtay hain k baChpan k din kabhi lOt kar nahi aathay
lkn Dunya ka har inSan Chahay wO khuSh hai
udaS hain Ameer hai gareeb hai phara likha hai anphar hai
wO yehi Chahta hai k meray baChpan k Din lot kar ajayeh
yehi wO waQt hOtha hai jO Sab Say pyara Sab Say haSeen hOtha hai
lkn aaj hum apnay baChpan kO wapiS lekar aayeh gain
g haan hum Sab yahan par Aik baar phir apnay baChpan may jayeh gain
Or apnay baChpan k game bachpan ki shartain baChpan ki larain Or bachpan ki batain karengay
tO janab kia aap Sab Tayar hai Aik baar phir baChpan may lOtnay k liyeh

yahan Tamam Member baChay ban kar baat karengay jO bara bannay ki kOshish karega Ossay Sab mil kar marengay :p
:-bd:-bd:-bd:-bd:-bd:-bd

 

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Top