Member Se Narazgi, Ghussa'gi Ya Hunnnhhhh'gi Ka Izhar Karen... :p

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hmmmm... dil to kia k funny jawab dn ....jawab to boht sakht aya tha k apka hans hans k bura haal ho jata..... chalo khair dua dete hen ALLAH apko kamyab kre...
ameen.
hum ne serious javab diya thaa.... bahot saray mamlaat... matlab hunar aisay hain jo hum seekhay baghair jantay hain, to us lehaaz se hum ne bola.
waise acha huva k sakht sa funny javab na de kar aap ne apna bachaao khud hi kar liya.... kyunkay hum kuch zyada hi sanjeeda tabiyat rakhtay haiN, kahin bura maan jatay to apko lene k dene par jatay :D
 

fahadhassan

"~Balanced Life ALHAMDULILLAH ~"
TM Star
Sep 22, 2010
1,568
626
1,213
36
rawalpindi
ameen.
hum ne serious javab diya thaa.... bahot saray mamlaat... matlab hunar aisay hain jo hum seekhay baghair jantay hain, to us lehaaz se hum ne bola.
waise acha huva k sakht sa funny javab na de kar aap ne apna bachaao khud hi kar liya.... kyunkay hum kuch zyada hi sanjeeda tabiyat rakhtay haiN, kahin bura maan jatay to apko lene k dene par jatay :D
aik plan aya ha mind men.... mere aik meeting ha us se aa k discus krty hen
 
Top