mari zindagi ki

  • Work-from-home

sabha_khan40

TM Star
Jul 28, 2010
4,892
1,185
413
hmmmmm
meri zindagi ki kahaani likhi jis kitaab mein, woh kitaab kabhi khuli na chhodi maine koi padh na le mere dil mein kitna dard hai, issi darr se kitaab hamesha band rukhi maine kabhi socha na tha padh legi meri apni hi rooh, kaun kaunse dard chhupe hain mere mann mein jab padha toh aankh num huwi, aur beqarari ke aalam mein tadap uthhi rooh meri ek chhauthayi hissa bhi abhi jiye na hum, magar kitaab ansuan mein dhale shabdon se yunh hai bhari huwi jaise sadiyon se gham seh raha hai iss zindagi ko jo jee raha hai, hassi ke parde ke peeche khoob chhupaate rahe hum dard apne dard kitna hai mann mein chhupa huwa, kissiko dil ke in zukhmon ki humne khabar bhi hone na di kabhi darr hai aisa din bhi aayega kabhi jab dil ki jagah... sirf ek chot hogi seene mein dhadhkti huw
 
Top