Lesson 10: Canvas Size and Making a Frame

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

[SHADOW=1]Canvas Size and Making a Frame from it[/SHADOW]
Asalam-o-alaikum Wrwb!aajka mere nazar mei kafi interesting lesson hain buss apne ache and dehan se jho tips mai bataungi usay follow kerna hain so ajkal lesson jaise title mei hain Canvas image hain.Convas Image k through aap aapne image k Borders (Width & Height) mei Extra Space or Area Create kersakte hain (for making some changes at the time of need).pahlay aap apna image open kare jeske edges ko convas kerna ho.simply go to:Image menu >Canvas Image...and yaha pe aap width and Height mei jitne extra area chahte hain by Inches number likhe and then click OK. and its done.
For Example: (1) mai Border Bana ne k lie aapne es photo ko Convas kerti hu,1-Canvas Image.pngso Go to Image menu >Canvas Image... ab Box open hugi, Current size mei, current image k size likhe hue hugi by width and Height and New Size mei aapko image canvas kerne k lie current size se zyada number likhne hain.
2-Canvas Image.png
like width mei, mai ne 7 Inches and height 9 Inches likhe hain,
3-Canvas Image.png
jho k humara image kuch aisa dekh raha hain.4-Canvas Image.pngjitna size zyada ya kum karenge utne he image k borders mei space zyada and kum dekhegi yeh tu hua ek Tareeka abhi yeh dusra way bata the hu jho k kafi simple hain.
(2) Open your image and go to Image menu>Canvas Image... yaha pe Box mei aap Relatives ko Mark kare jess mei aapka witdh and Height zero hojayega,
5-Canvas Image.png
eska yeh matlab hain k yaha pe serf aapko kitna image canvas kerna hain serf utne he ammount likne hain (yaad rahe pahla tareeka jho tha us mei image size k saath humne canvas size ko add kiya jeska size zyada likhna padha but jub relatives ko mark kiye tu yaha pe serf jitna Canvas k lie space aapko chahye serf uska size likhna hain, pahlay tareeke mei image size k saath canvas size likh ker size increase kiye the) so hame Width mei 1 Inch and Height mei bhi 1inch add kerna hain and then press OK. jho k kuch aisa image dekhega.
6-Canvas Image.png
tu yeh Humare Convas Size ka yaha pe kaam khatam hua tu eske baad abhi Hum aapko esay k through Frame Bana na sikhayenge.tu yahi Canvas image ko Selection kerni hugi, Tool Box mei Rectengular Marquee pe click kare.
7-Canvas image-frame.png
and Image ko Rectangular select Kare,
(Only Image not Canvas area)
8-Canvas Image-Frame.png
ab aapko esay selection ko Inverse kerni hain,tha humara border select ho, for that press Shift+Ctrl+I jho k Inverse selction ki shortcut key hain,ya pir aap Select Menu Bar mei jaye and Inverse pe click kare. and aapka selection inverse huker kuch aisa show hugi.
9-Canvas Image-Frame.png
ab esay Selection ko Copy (Ctrl+C) and Paste (Ctrl+V) kare same image mei. jess se ek New Layer banegi layer Box mei! so aap us layer pe click kare and follow these steps.
10-Canvas Image-Frame.png
go to Layer>Blending Option>Inner Shadow
11-Canvas Image-Frame.png
Inner Shadow: mei aapne Shadow ka distance Zero kerna hain and Size ko 25 and baki koi changes nahin, then press Ok. the same as its showing below in the image.
12-Canvas Image-Frame.png
ab esay Blending Option mei aap "Pattern Overlay" per Click kare Opacity ka default Size 75 huti hain aap chahe tu esay zyada and kum kersakte hain but Iam ok with that size so no change, ab Pattern Box mei aap koi bhi Pattern click kersakte hain jho degaye hain, mai ne Orange pattern select ki hain, and Scale Slidder k zerye aap pattern ko zyada and kum scale kersakte hain humne 89% tuk kiya hain and eska default ya manual limitation 100 huti hain.
13-Canvas Image-Frame.png
Pattern bhi set hugae now mark Beval and emboss button and then without making any changes Click Ok.
14-Canvas Image-Frame.png
and aapka frame bhi Tayaar hugae.
15-Canvas Image-Frame.png
It Was my Simple Tutorial of making A Frame, jesse Convas Size ko likhne k time mind mei aya and socha k yeh lesson kum hain then why not to Continoue it with this Tutorial.I hope aapko ache se samajh aye hugi jho bhi sawal ho do let me know :)
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
kindly es week k lessons sab ache se read kare because maybe kal quiz post keru and aapko es time assignment bhi diya jayega. so get ready..
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
sis saba samjh tu a gai ap ne buhat achA kaaam kya hai lkn ek question?? kya hum frame sirf square me hi bana sakty hein kya koi aur shape nae mill saki humein jese triangle, heart, and some other shapes jese k ye pic dekhein kuch esy frames yahaa creat ho sakty hein

pls tell kiyun k agr in me pic set krne ki koshish kro tu koi na koi kaami reh
jati hai thaks !!!!!!!!!:)
 
  • Like
Reactions: Pari and rizoo

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
Walaikum Assalam Wrwb :)
Alhamdulillah aajki class sahih se samajh aagayi.
aur aajki class meri pahli wali tamam classess se ziada acchi lagi.
ye lijiye maine jo border banaya hai.wo kaisa raha agar isme kuch ghalti hoto mujhe batladen inshaAllah main usko sahih karne ki koshish karunga.

Before

After

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
madam ye lijiye ek aur image k saath hum hazir hain shayed k aapko pasand aaye aur isme mujhe ek sawal ye hai jo faari ne bhi kia hai k kia hum apne borders ko rectangular shape k alawa curve ya diamond ya fir other shape me kis tarha bana sakte hain?aur isi tarha hum isme border par tarha tarha ki designing kis tarha karsakte hain?aur background image ka bhi batayen jis tarha allama iqbal ki image meri signature me hai.

yeh frames bana na kia aapne wakiye aajke lessons se seekha..
its just great :)

aur you know what yahi assignment dene wali the k subko different type of frames bana na hain but you did this before the time. so buhut acha bana diya aapne good work :)
 
aur es mei inner Glow ka effect bhi aapne diya hain? right? :) but thats really nice
ab lug raha hain kessi ko kuch faida hua...
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
sis saba samjh tu a gai ap ne buhat achA kaaam kya hai lkn ek question?? kya hum frame sirf square me hi bana sakty hein kya koi aur shape nae mill saki humein jese triangle, heart, and some other shapes jese k ye pic dekhein kuch esy frames yahaa creat ho sakty hein

pls tell kiyun k agr in me pic set krne ki koshish kro tu koi na koi kaami reh
jati hai thaks !!!!!!!!!:)
well ek tu border hain ek tu Frame frame mei different shapes hote hain and border mei tu hote he hain so yeh aapke khud k work pe depend kerta hain k aap kitna photoshop mei frame aur baki sabke different shapes mei apply kersakte hain. so yeah heart waghaira k frame ban sakte hain jho k serf tasweero k lie ho per poetry k lie mostly square and buhut kum circular type k bhi hote hain.
aur rahi baat aapke es 2 image mei aapko enhe kaise frame dena hain means yeh images to quite manipulated hain already so es mei na tu koi image aap set kersakte hain na koi quote waghaira...
 
  • Like
Reactions: Pari

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
madam ye lijiye ek aur image k saath hum hazir hain shayed k aapko pasand aaye aur isme mujhe ek sawal ye hai jo faari ne bhi kia hai k kia hum apne borders ko rectangular shape k alawa curve ya diamond ya fir other shape me kis tarha bana sakte hain?aur isi tarha hum isme border par tarha tarha ki designing kis tarha karsakte hain?aur background image ka bhi batayen jis tarha allama iqbal ki image meri signature me hai.

yeh sab possible hain and InshAllah jald sekhaungi but us se pahlay kuch basic lessons hume study kerna hain then yeh sub jald ayenge.. :)
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

yeh frames bana na kia aapne wakiye aajke lessons se seekha..
its just great :)

aur you know what yahi assignment dene wali the k subko different type of frames bana na hain but you did this before the time. so buhut acha bana diya aapne good work :)
Assalam o alaikum madam :)
jee han aaj hi aapne bataya to lazmi baat hai humne bhi aajhi seekha.
aap samjhati hi is tarha hain k saara lesson Alhamdulillah theek se samajh aajata hai.

aur es mei inner Glow ka effect bhi aapne diya hain? right? :) but thats really nice
ab lug raha hain kessi ko kuch faida hua...
je shukriya aapka k aapne mere kaam ko pasand kiya.:)

yeh sab possible hain and InshAllah jald sekhaungi but us se pahlay kuch basic lessons hume study kerna hain then yeh sub jald ayenge.. :)
je han mujhe intezar rahega inshaAllah.
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

Assalam o alaikum madam :)
jee han aaj hi aapne bataya to lazmi baat hai humne bhi aajhi seekha.
aap samjhati hi is tarha hain k saara lesson Alhamdulillah theek se samajh aajata hai.

je shukriya aapka k aapne mere kaam ko pasand kiya.:)

je han mujhe intezar rahega inshaAllah.
Hmmm thats really good... =D>
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Asalam-o-alaikum Wrwb!
chale ji yeh lesson bhi hugae if you guys have no questions so jald he mai quiz post kerni wali hu...
 
  • Like
Reactions: Atif-adi
Top