ye un dino ka zikr hay, ik badshah tha
Jiski nazar may Zindagi karna Gunah tha
shauq-e-marajaat ki wahan ur rhi thi khaak
kashti jalli hui thi kinara syah tha
main is k saath saath phirta tha qasr-e-qadeem may
us dosti ka ik kabutar gawah tha
Baitha tha us pe chaand kisi cheel ki tara
kitna buland shehar may nakhl-e-gunah tha
toote paron ka taaj meri yaadgar tha
aey kuj kala main bhi kabhi kuj kala tha
ehl-e-hukam ko meri zarurat thi jin dino
takya faqeer ka meri aamjgah tha