Kitaabon Mein Basi Khushbu Ki Maanind

  • Work-from-home

diya ali

TM Star
Nov 23, 2010
1,104
661
1,013
Rawalpindi
kitaabon mein basi khushbu ki maanind
saans saakin thi
bohut se unkahe lafzon se,
tasveeren banaatay thay
kabhi hum khusurat thay.
aaaaaaa aaaaaaa
mmmmm mmmhhmmmmm

kabhi hum khubsurat thay {2x}
kitabon main basi khushbu ki maanind
saans saakin thi
buhot se unkahe lafzon se,
tasveeren banaatay thay

Parindon ke paron par nazm likh kar
door ki jheelon main basnay waalay logon ko,

sunate thay.
jo hum sai door thay laikin
humaray paas rehtay thay

Naye din ki musafat jab kiran ke saath aangan main utarti thi
to hum kehtay thay (ammi titlion ke par buhot hi khubsurat hain)

humain maathay pai bosa do
ke hum ko titliyon ke jugnuon ke des jaana hai
humain rangon ke jugnu
roshni ki titliyan awaaz daiti hain..
naye din ki musafat rang main
 
  • Like
Reactions: Ghooost

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
kitaabon mein basi khushbu ki maanind
saans saakin thi
bohut se unkahe lafzon se,
tasveeren banaatay thay
kabhi hum khusurat thay.
aaaaaaa aaaaaaa
mmmmm mmmhhmmmmm
kabhi hum khubsurat thay {2x}
kitabon main basi khushbu ki maanind
saans saakin thi
buhot se unkahe lafzon se,
tasveeren banaatay thay
Parindon ke paron par nazm likh kar
door ki jheelon main basnay waalay logon ko,
sunate thay.
jo hum sai door thay laikin
humaray paas rehtay thay
Naye din ki musafat jab kiran ke saath aangan main utarti thi
to hum kehtay thay (ammi titlion ke par buhot hi khubsurat hain)
humain maathay pai bosa do
ke hum ko titliyon ke jugnuon ke des jaana hai
humain rangon ke jugnu
roshni ki titliyan awaaz daiti hain..
naye din ki musafat rang main
awsome................{}{43r5
 

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
awsome ..............

Afsanay Chaman Ka Unwan Hi Badal Do..
Phooloon Ka Sar Kuchal Do...
Kaliyon Ka Dil Masal Do...

Akash Ke Jawanee..
Badal Main Moon Chuopaay
Mahatab Doob Jay
Taroon Ko Neend Aye

Zohra Jabeen Pari Rukh
Tamseel Maho Anjum
Aankhain Ssharab Aaadi
Jazbat Main Talatum

Khiltey Hoe Laboon Per...
Hansta Hoa Tarana...
Ey Dil Nawaz Paikar
Khatir Main Hai Zamana

Lab Haay Ehmareeen Per
Nikhree Hoee Hai Laalee
Yeh Halkee Halkee Surkhee..
Tasver Hai Shafaq Kee...

Awaraa Shokh Zulfain
Rukhsar Chomtee Hain...
Rukhsar Choomtee Hain
Be Khud Ha Ghoomtee Hain

Ho Zist Ka Sahara
Tum Moj Main Kanara
Laikin Suno Khudaraa...
Ik Bar Muskuradoo
Ik Bar Muskurado...julmi..!

Ik Naujawan Musafir
Fitrat Ka La Oobalee..
Ik Alamain Janoon Main
Ik Samt Ja Raha Tha..
Jaise K Apne Dhun Main
Parbat Pe Chard Raha Thaa..

Zulfain K Muntashar The..
Chehrey Se Muz Mail Tha...
Nazrain K Rah Pe Theeen
Kitna Shikast Dil Tha

Mazi Ke Dhun Lakon Main
Ik Aks Pa Raha Thaa
Guzra Hooa Zamana
Phir Yad A Raha Thaa

Arman Tadap Rahey They
Hasrat Machal Rahee Theee
Betab Zindaganeee
Karwat Badal Rahi Thee
 
Top