kahin tum bhi na ban jana mazmoon kisi kitaab ka
log baray shouq se parhtay hain kahaniyaN bewafaoN ki
koyi agar khalooos e dil se parhay mujh ko
main sar ba sar kitaab e tamanna dikhayi doN
kitaab e taqdeer se kiya shikwa ay dil e nadaan
jab har shay ne mit jana hai to khvahishein kaisi