Dr.Tahir-ul-Qadri ne fatwa jari kiya ha k mujuda election chonkay corrupt nizam k tehat ho rahay hain aur iss main corrupt log hissa lay rahay hain,iss lie iss election main vote dalna gunah ha,
dusri taraf un k hum naam Moulana Tahir Ashrafi ne fatwa jari kiya ha k vote na dena gunah ha kioun k vote dalna aik farz ha aur jo vote nahi day ga wo amanat main khiyanat karay ga,
aap k khiyal main kis ka fatwa drust ha?