Kids Homework Section Ke Fawaid

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Subse pehle aap subse CREATIVE RATTING dene ki guzarish
Jese ke subko pata hai mein aur meri siso jaani @Wafa_Khan ko
kids seciton ke homework section ke mutaliq fawaiyd ka aap subko
batane ka bola gaya hai so hum is kaam ko hazir hain
1..is section se har subject ke student ki help ho sakti hai
kisi bhi class wale ki jiske badolat use after school kisi
tiution teacher ki zarurat nahin paregi
2..wo students jo parhaiy mein kamzour hain unhen
apne aap mein behetter aur masbat tabdeeli laane ka
mauqa milta hai masalan:-
aksar students mathematics mein weak hote hain unhen yahan
un sums ko dostana aur mohabbatana tareeqe se samajhne ka mauqa milta hai
agar kisi ko Urdu ya English mein story ya essay likhna ho
to unke liye bhi yahaan bharpoor asaaniyan hongeen
3..wo students jo ke parhne ke liye eik achhe dost ka mohtaaj hote hain
jo aksar homework karne ke liye doston ki help maangte hain
wo is section ke zariye apne dost ko takleef diye bina
aur unke ehsaan liye bina bilkul hi asaani se yahan se
apna kaam kar sakte hain
4..Is section ke zariye har student jiske man mein koi sawal ho
jiska jawab use kisi aur se na mil raha ho yahan pooch sakta hai
choonke yahaan beshumar members hain to student ko
uske sawal ka jawab mil sakta hai wo bhi asaani se
5..Homework help section ke zariye bachon ka zehen
parhaiy ki taraf bhi aata hai misilan
wo TM visit karen tafreeh ke liye aur is section mein aayen
to khudba khud unka dhiyan apne homework ki taraf hoga
6..Exams ke waqt students ko is section ki shadeed zarurat hogi
kyunke exams ke waqt insaan ko bohot se aise sawalaat yaad aate hain
jinke jawab dene ka waqt us waqt teacher ke paas bhi nahin hota
7..Yahaan se help lene ke zariye students apne mind ko sharp
karke auron ko ye bata sakte hain ke bina kisi ustaad ke madad
ke hum ne apna homework kar dikhaya hai
so jitna is section ke hawale humen ilm tha bata diya
IN SHA ALLAH aap subko pasand aayega
 
Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551

WS...
nice work n hamey pasand aya... :D
best of luck bro :-bd
 
Top